Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

    Originally posted by Masood
    Sun ley scorpio :khi: - ab beth ker roney na shuru kar dena :lol
    Daikh lain Aania khala yeh aap kay thread ko kaisay chating thread main tabdeel kar'rhay hain :lpop:
    That's Enough...!!

    Comment


    • #17
      Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ
      RulzZ ya Rules , agar RulzZ to haqiqat balkay talkh haqiqat :zuban: aur agar rules ghalat hain to forum Admin say rujoo karain :khi:
      Aap ki marzi jo chahe soachiye aur jo chahe kahiye....

      Comment


      • #18
        Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

        Originally posted by ScorpioN_RulzZ
        Daikh lain Aania khala yeh aap kay thread ko kaisay chating thread main tabdeel kar'rhay hain :lpop:
        :D larrao :p
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #19
          Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

          Originally posted by ummid
          Aap ki marzi jo chahe soachiye aur jo chahe kahiye....
          mujh par itna ghussa kion aata hai aap ko :pagal:, kia pichlay janam main aap ka teacher thaa main.... :khi:
          That's Enough...!!

          Comment


          • #20
            Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

            Originally posted by Masood
            :D larrao :p
            maiN kion laRanay laga kisi ko :lpop:, Aania khala khod aakar daikh lain gee k thread par gappain lagana kis nay shoro kee theeN :zuban:
            That's Enough...!!

            Comment


            • #21
              Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ
              maiN kion laRanay laga kisi ko :lpop:, Aania khala khod aakar daikh lain gee k thread par gappain lagana kis nay shoro kee theeN :zuban:
              agar main ney shuru ki thin to tum jawab mat do -tum bhi to school key bachon ki tarha - misssh main nahin yeh hai - lagey huwey ho :p
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #22
                Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

                aaniya tell me one thing k aap kabi pakistan main aai nahi ...
                how did you say that?

                Comment


                • #23
                  Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                  tum bhi tafseel say reply karogaiy :pagal:, to phir maiN kioN khamosh baiThooN , maiN bhi tafseeli reply karonga
                  aap ko mana kis ne kia hai ji ??
                  welcome ne-time ... :khi: :lpop:
                  Visit My Early PS Work
                  You Are Welcome To Comment

                  Comment


                  • #24
                    Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

                    Originally posted by Khalil
                    aaniya tell me one thing k aap kabi pakistan main aai nahi ...
                    how did you say that?

                    ye aap ko kis ne kaha main kabhi PK nahe gayee ya nahen rahi ?? :mm:
                    wesey jo namoona dikhaya hai naa.. Muslim-society ka ye namoona ..
                    Arabs main bhi same hai .. lekin wahan zulm kuch dugna hai ..
                    ke aurat se ghar n bahir kaam bhi karwao aur us ko samjho bhi kuch naa..


                    arey koz i m a girl so my topic is like this ...
                    everybody is welcome to say nething.. but in limits of respect.. plz...



                    main ne to sirf topic shroo kia hai sab ko active kerney ke liye .. :wk :lpop: n to know wot all of us all of u feels.. abt this darkness of society.. :)
                    Visit My Early PS Work
                    You Are Welcome To Comment

                    Comment


                    • #25
                      Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                      Daikh lain Aania khala yeh aap kay thread ko kaisay chating thread main tabdeel kar'rhay hain :lpop:
                      Masood chachoo merey rulez se intehaii achi terah waqif hain...
                      irrelevant ll be deleted... by me ... lekin baat garma garam na ho jaaye is liye chachoo ne shayed muskurahaton ka hathyaar pakarr liya hai ...
                      u know wot i mean... topic hi aiesa hai .. i was thinking u might start it .. but after waiting for long time .. the social -darkenss.. of news paper /tv news- every single drama n some observation of real life made me start this topic to know wot everybody think on it...
                      as marriage is not a lil thing .. but one has to think for might be yrs.. to get guts.. huh.. am i ready or not yet.. to face these kinda future-situations... hehe ...

                      I still have some more topics regarding .. same kinda but lil different issue... lets see.. u cud reach there.. or still i have to bring them in front ... :lpop:
                      Visit My Early PS Work
                      You Are Welcome To Comment

                      Comment


                      • #26
                        Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

                        Originally posted by Masood
                        :D larrao :p
                        :mm::khi::lpop:
                        Visit My Early PS Work
                        You Are Welcome To Comment

                        Comment


                        • #27
                          Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

                          Originally posted by ummid
                          Aap ki marzi jo chahe soachiye aur jo chahe kahiye....
                          relax kurrye ...
                          chalo aik aur gal suno...
                          jin baton se larrkiyaan chirrti hein.. ya ghussa hoti hain... jazbaati hoti hain..
                          larrkon ko wohi baten kereny main interest ziada hota hai ... :khi:
                          u know wot i mean.. :wk ghussa nahen kernaa... relax ho ke kurrye ... :hug:
                          Visit My Early PS Work
                          You Are Welcome To Comment

                          Comment


                          • #28
                            Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

                            Originally posted by munda_sialkoty
                            Aap Tasveer ka aik rooh dekh rahi hein aur dikha rahi hein...aurat itni mazloom bhi nahi he jitni aap bata rahi hein...merd ke shana bashana chal rahi he aaj ki aurat...aurat ka dil karay to merd ko apni ungliyoon per nachati he...ager dil karay to intshaar pheelati he...dil karay to khaandaan mein phoot bhi perwa deti he...is se koi baeed nahi ki ja sakti...paanchon ungliyaan barabar nahi hotein...ager merd buray hein to auratein bhi itni masoom nahi hein...aur jahan tak rahi baat socialism aur professionalism ki...to mera nahi khyaal ke aaj kul ki auraton ko bohat ziada masail ka samna he...Islam ne aurat ka tashakhus, us ki izat us ke ghar mein he...na ke merdon ke shana bashana chalnay se he...kudrat ke her kaam mein maslahat hoti he...Khuda ne aurat ko jismani toor pe kamzoor banaya...us ke jismani had-o-haal merdon se mukhtalif rakhay...us ki sooch aur afkaar mein farak rakha...usay merd jitna bahadur nahi banaya...usay merd jesi danist nahi ata ki...farak to hay na...lekin aaj kul ki larkiyaan is farak ko bhi mananay ko tyaar nahi hein...merdon jese libaas, merdon jesa getup, aur merdon se bhi ziada mukhtasir kapray to pehanti hein...shorher ager kuch talab karay to kehti he ke dekhtay nahi mein thaki hui hoon...kaam ker ke aai hoon...jo bhi kaam kerna he khud kar lo...aur kia chahti he aurat...aap aurat ko aik mazloom cheez pesh ker rahi hein...inhi auraton ki waja se hum apne ghar mein apni family ke saath beth ker koi movie nahi dekh saktay...kia kahein ge aap aisi auraton ke baray mein
                            meri jaan ke motay se totay... :khi: oye kia baat hai inni nafrat ??

                            kinni kurryaan chorr gayeen hain rey u ko ??
                            hyper nahen honey ka ..
                            u know wot i m gonna bring in here...

                            ok guess...

                            aadmi maan nahen ho sakta bachey nahen peda kar sakta bardasht ka hosla hi kam rakhta hai ... mantey ho ke nahen ??

                            to aurat ki azmat ko salam kerna chahye yaa us ko us ke legal rights n rewards milney chahyen ??

                            ok suppose a mother raise her kids wid full attention love care n wid everything.. that she thinks is best for her kids including father...
                            still.. wot she gets at the time-passes , from her husband n kids??

                            tell me truely what she really gets??


                            I have seen .. the truth of society.
                            main ne yehan .. ameeeri ghareebi ki baat nahen ki ...
                            ghareeb aik to ghareeb hai ooper se conservative
                            ameer aik to ameer hai ooper se careless ..
                            to ye issue hi different hai
                            Visit My Early PS Work
                            You Are Welcome To Comment

                            Comment


                            • #29
                              Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

                              Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                              mujh par itna ghussa kion aata hai aap ko :pagal:, kia pichlay janam main aap ka teacher thaa main.... :khi:
                              hume ghussa nahi aata kisi per bhi.....aur apne teacherzzzzzzzzzzzz per tu kabhi bhi nahi aaya............:na:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

                                Originally posted by Aania
                                relax kurrye ...
                                chalo aik aur gal suno...
                                jin baton se larrkiyaan chirrti hein.. ya ghussa hoti hain... jazbaati hoti hain..
                                larrkon ko wohi baten kereny main interest ziada hota hai ... :khi:
                                u know wot i mean.. :wk ghussa nahen kernaa... relax ho ke kurrye ... :hug:
                                aisi baat nahi hai Aano....:phool:
                                hum relax hi hain.......... :lpop:
                                I am alwayzzzzz coooooooooooooool!! u knw na??????????
                                woh tu bus yun hi...:tauba
                                love you Aano jaan...:hug:

                                Comment

                                Working...
                                X