Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

    Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced?? I am not saying .. 100% but in my observation 80% women sacrificing thier lives for nothing ... happy life= parents home (52%) rest is .. follow the society rules.
    what kids give them at the end-stage of parents life??
    **maan ki azmat ko salam >>... (baap-maan ke ghar mein hain as a girl to zindagi ko ji rahi hain.. nicely.. kabhi zid bhi khelna koodna .. parhna enjoy kerna.. n so on.. biwi bana diyaa giaa .. to heran-kun dunya.. sometime good some time bad.. 99% qurbanyaan required ... n she gives... is aas pe jeeti hain.. Allah ki raza hai .. kabhi na kabhi ... to sab kuch theek ho gaa... bachey ho gaye... to ye sochna.. chalo .. jo main na kar saki in studies... or wot eva professional field ... merey bachey karen ge... what kids do in real?)
    what is the basic aim of a woman or man to be to do n to get??
    how they can balance their lives...
    why men cannt sacrifice like woman ??
    why ??
    why r we studying regarding these questions?
    what kinda experiences we learn if we r going to experiment our own lives in the same way??
    why man cannt respect woman as its described in Islam?
    why woman just keep sacrificing .. on every-desire of her?
    n where man is good to understand conditions.. why woman . over-come at that points??
    why they cannt be balanced??

    I saw most of my Professors keep praising their wives..
    that how intellegent they are .. how did they raise the kids.. balanced the lives.. with work , husband n kids...

    I have experience of Pakistani Teacher also...
    one of them was in PK his wife has done CPA/CA (accounting)
    n what she got in her life?? a guy with a master degree of Economics....n....was thinkin to do some MBA ..
    they had no-kids... so he was trying to spend all his day out of home... n his wife alone at home .. with in-laws..
    where she just has to listen ... u cannt make kid ..
    u r bla bla ... n with-in just two yrs ..TWO early yrs of their marriage... she has lost her senses...
    CA-is not a tiny or regretting future
    is it?
    was she deserved that all?
    her parents... took her back to home..
    as the Teacher - with bear n .. calling himself.. I know Islam better... i m momin .. n bla bla ... he divorced her... for what??
    she cannt make baby yet n she has lost senses?
    why the hell... woman has to be burried like this ?
    n why the hell man cannt understant .. life is not to be cruel not to be rude but to understand... if we r muslims... its a big blessing of Allah at us ..
    r nt we humans??
    kisi janwar ko bhi takleef do naa.. to wo cheek parrey gaa..
    aagey se larrney ki poori koshish karey gaa

    lekin aurat ko aiesey kata jaataa hai ..
    jesey wo gajar mooli ho...
    aur kaat ke aiesey phenk detey hein..
    jese zameer marey huye hien..
    takleef hoti hi nahen
    aik ko chorr doosri ki teraf bhagney lagtey hein..
    kion ?? aiesa kab tak chaley gaa aur kion chaley gaa??
    life -management bhi koi cheez hai ke nahen ??
    deen-mazhab sikhaney ke liye nazil huye dunya wlaon per yaa zulm karney aur sehney ko ???
    kion??

    hope u all wont mind...agar kero bhi to I dont care.. :)
    lekin u have to be agree koz its our reality...
    we were we are we will face this all ... disgusting ... phenomena foreva. !!!
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

  • #2
    Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

    Aano you make me cry!!
    you know what these question alwayzzzz arise in my mind also...
    hum aik acchi fly se taloq rakhte hain:alhamd: ....isi liye hum ne yeh sub kabhi face nahi kiya...
    lakeen humari kuch frndz ki fly mein aise problemz hai...aur jub hum ne first time suna ke hussband wife ko marte hain...tu I was shocked...phir gher mein poacha tu bhai ne kaha aisa kuch nahi hota..phir T.V per daikha...aur phir kisi se poachne ki zarorat nahi padi...
    Islam, deen, Musalman ka narah lagane wale aurat ke hooqoq ke baare mein bhool jaate hain..
    Hell on their thinking....
    per Aano yahan problem yeh bhi hai ke aurtaein apne hooqoq se khud waqif nahi....isi liye zyada sufer karti hain...ager unhein Islamic aur qaooni hoqoq pata ho tu itni problem hi na aaye...khas ker Islam ne jo unhein haq diya hai us ke baare mein unhein pata hona chahiye...
    aur yeh depend karta hai gher ki basic taaleem per....jo parents dete hain...
    ladki ko sirf yeh sikhana ke aap ka shuher aap ka mijaazi khuda hai...I don't think ke yeh sahi hai...khuda kabhi galti nahi karta..lkaeen Insaan karta hai..mana Allah ne ager khud ke baad kisi ko sajdah karne ki ijaazat di hoti tu woh aik aurat ke liye uska Shoher hota....phir beti se tyeh kahna ke sasooral mein jaa ker yeh hoga aur woh hoga, sans ka khoof dilana yeh sub bhi galat hai, socitey ka khoof dilana wagaira wagaira.......bus yahein se aik ladki ka zawal shoro hota hai....aur woh aik acchi biwi, bahu aur maa bane ke chaker mein apni hi zaat ki nafi karti jaati hai...
    hume lagta hai Aano ke is saare khoof ki shorwat aap ke apne gher se hoti hai...
    ager koi dare aur jhooke ga tu samne wala use aur dabaye ga...
    bus yahi hota hai Muslim maashre mein...
    (kisi baat per aitraz ho tu SORRY)
    Last edited by ummid; 4 May 2006, 09:02.

    Comment

    • #3
      Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

      Originally posted by ummid
      Aano you make me cry!!
      you know what these question alwayzzzz arise in my mind also...
      hum aik acchi fly se taloq rakhte hain:alhamd: ....isi liye hum ne yeh sub kabhi face nahi kiya...
      lakeen humari kuch frndz ki fly mein aise problemz hai...aur jub hum ne first time suna ke hussband wife ko marte hain...tu I was shocked...phir gher mein poacha tu bhai ne kaha aisa kuch nahi hota..phir T.V per daikha...aur phir kisi se poachne ki zarorat nahi padi...
      Islam, deen, Musalman ka narah lagane wale aurat ke hooqoq ke baare mein bhool jaate hain..
      Hell on their thinking....
      per Aano yahan problem yeh bhi hai ke aurtaein apne hooqoq se khud waqif nahi....isi liye zyada sufer karti hain...ager unhein Islamic aur qaooni hoqoq pata ho tu itni problem hi na aaye...khas ker Islam ne jo unhein haq diya hai us ke baare mein...
      Jab aurat ko financially strong hi nahen honey diya jata ..
      ke nahen ji.. aap ghar main raho ye chaar-deewari aap ka in n out hai to wo laws n rights ko samajhtey huye bhi to nahen larr sakti...
      Divorce come from this part... ke jo aadmi ko haqooq samjhana chahey gi
      us ko tallaq ki dhamyon se nawaza jata hai
      men has more right ye sabit ker diya jata hai
      suppose she takes action n ready to get dvc..still
      what the hell she has in hand to spend a good life ?
      can the beast of society ll let her live easily?
      parents will accept her ??
      how her family gonna react her??

      Financially aurat ko strong nahen honey diya jata takeh wo chah ker bhi apney haqooq ke liye na larr sakey this wot is hell reality!!!

      there are many issues ..
      not-even-a-single man .. wanna understand the reality of MAZHAB... jo haq un ke haq main hai us ko pakarr len ge .. baar baar aurat ko jhutlaney ke liye
      ke wo apney deen ki hi munkir ho jaaye
      khud ko bhula de

      aurat after marriage sirf aik zinda laash hai jis ko jesey chaho rakho jis ke saath jesey chahey salook kero

      why so -called strong mens.. dont cut the tongue of a woman when they got marry...
      takeh kissa hi khatam ho jaaye...
      bakri ko kisi koney main baandh do...
      aur khud dunya jahan ki har terah ki ayyashiyaan kero...

      huh ..

      now some of u gonna say... i m emotional hai naa???
      is nt it the reality of our so-called Muslim society???
      i hv seen arabic women... n felt them how they got to be out-of -senses.
      Allah se dua hai ya to itna sabr ke sab raastey tay ho jaayen chup-chaap zindagi ke yaa phir itna hosla aur himmat(har lehaaz se) ke mua-shry se ye beemaari khatam ker saken ham sab aameen ..
      Visit My Early PS Work
      You Are Welcome To Comment

      Comment

      • #4
        Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

        Originally posted by Aania

        aisi baat nahi hai Aano jaan...
        aap sirf -ve pt daikh rahi hai...
        ager aap apni izat karvana jaante hain tu world will definitly respect you at any cost....
        hum yeh nahi kahte ke aap duniya ko humari nazar se hi daikhiye..lakeen plzz yeh bhi tu soachiye ke ager mard jaabir haakim bana howa hai tu kahein na kahein hum bhi us k zimadar hai...
        aur zulm sahne wala zukm karne wale se zyada gunah gaar hota hai...
        aur raha taalaq ka maslah ke yeh ikhtiyaar tu mard ke haath mein hai tu dear Aano is mein logon ki knowledge itni kum hai ke poachiye mat...
        Talaq ke baad zindagi khatam nahi ho jaati...ager aap acche aur sache hain tu be-shaq Allah aap ki her haal mein madad karta hai chahe duniya saath chod de...
        phir socitey ke khoof se zulm sahna hum nahi lagta keh yeh sahi hai...
        jub aap Allah per bharosa karte hain tu aap ko chahiye ke aap duniya ke her khoof se be-niyaz ho jaaye...
        thats what I think...
        Last edited by ummid; 4 May 2006, 09:53.

        Comment

        • #5
          Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

          Originally posted by Aania
          Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced?? I am not saying .. 100% but in my observation 80% women sacrificing thier lives for nothing ... happy life= parents home (52%) rest is .. follow the society rules.
          what kids give them at the end-stage of parents life??
          **maan ki azmat ko salam >>... (baap-maan ke ghar mein hain as a girl to zindagi ko ji rahi hain.. nicely.. kabhi zid bhi khelna koodna .. parhna enjoy kerna.. n so on.. biwi bana diyaa giaa .. to heran-kun dunya.. sometime good some time bad.. 99% qurbanyaan required ... n she gives... is aas pe jeeti hain.. Allah ki raza hai .. kabhi na kabhi ... to sab kuch theek ho gaa... bachey ho gaye... to ye sochna.. chalo .. jo main na kar saki in studies... or wot eva professional field ... merey bachey karen ge... what kids do in real?)
          what is the basic aim of a woman or man to be to do n to get??
          how they can balance their lives...
          why men cannt sacrifice like woman ??
          why ??
          why r we studying regarding these questions?
          what kinda experiences we learn if we r going to experiment our own lives in the same way??
          why man cannt respect woman as its described in Islam?
          why woman just keep sacrificing .. on every-desire of her?
          n where man is good to understand conditions.. why woman . over-come at that points??
          why they cannt be balanced??

          I saw most of my Professors keep praising their wives..
          that how intellegent they are .. how did they raise the kids.. balanced the lives.. with work , husband n kids...

          I have experience of Pakistani Teacher also...
          one of them was in PK his wife has done CPA/CA (accounting)
          n what she got in her life?? a guy with a master degree of Economics....n....was thinkin to do some MBA ..
          they had no-kids... so he was trying to spend all his day out of home... n his wife alone at home .. with in-laws..
          where she just has to listen ... u cannt make kid ..
          u r bla bla ... n with-in just two yrs ..TWO early yrs of their marriage... she has lost her senses...
          CA-is not a tiny or regretting future
          is it?
          was she deserved that all?
          her parents... took her back to home..
          as the Teacher - with bear n .. calling himself.. I know Islam better... i m momin .. n bla bla ... he divorced her... for what??
          she cannt make baby yet n she has lost senses?
          why the hell... woman has to be burried like this ?
          n why the hell man cannt understant .. life is not to be cruel not to be rude but to understand... if we r muslims... its a big blessing of Allah at us ..
          r nt we humans??
          kisi janwar ko bhi takleef do naa.. to wo cheek parrey gaa..
          aagey se larrney ki poori koshish karey gaa

          lekin aurat ko aiesey kata jaataa hai ..
          jesey wo gajar mooli ho...
          aur kaat ke aiesey phenk detey hein..
          jese zameer marey huye hien..
          takleef hoti hi nahen
          aik ko chorr doosri ki teraf bhagney lagtey hein..
          kion ?? aiesa kab tak chaley gaa aur kion chaley gaa??
          life -management bhi koi cheez hai ke nahen ??
          deen-mazhab sikhaney ke liye nazil huye dunya wlaon per yaa zulm karney aur sehney ko ???
          kion??

          hope u all wont mind...agar kero bhi to I dont care.. :)
          lekin u have to be agree koz its our reality...
          we were we are we will face this all ... disgusting ... phenomena foreva. !!!
          Aap Tasveer ka aik rooh dekh rahi hein aur dikha rahi hein...aurat itni mazloom bhi nahi he jitni aap bata rahi hein...merd ke shana bashana chal rahi he aaj ki aurat...aurat ka dil karay to merd ko apni ungliyoon per nachati he...ager dil karay to intshaar pheelati he...dil karay to khaandaan mein phoot bhi perwa deti he...is se koi baeed nahi ki ja sakti...paanchon ungliyaan barabar nahi hotein...ager merd buray hein to auratein bhi itni masoom nahi hein...aur jahan tak rahi baat socialism aur professionalism ki...to mera nahi khyaal ke aaj kul ki auraton ko bohat ziada masail ka samna he...Islam ne aurat ka tashakhus, us ki izat us ke ghar mein he...na ke merdon ke shana bashana chalnay se he...kudrat ke her kaam mein maslahat hoti he...Khuda ne aurat ko jismani toor pe kamzoor banaya...us ke jismani had-o-haal merdon se mukhtalif rakhay...us ki sooch aur afkaar mein farak rakha...usay merd jitna bahadur nahi banaya...usay merd jesi danist nahi ata ki...farak to hay na...lekin aaj kul ki larkiyaan is farak ko bhi mananay ko tyaar nahi hein...merdon jese libaas, merdon jesa getup, aur merdon se bhi ziada mukhtasir kapray to pehanti hein...shorher ager kuch talab karay to kehti he ke dekhtay nahi mein thaki hui hoon...kaam ker ke aai hoon...jo bhi kaam kerna he khud kar lo...aur kia chahti he aurat...aap aurat ko aik mazloom cheez pesh ker rahi hein...inhi auraton ki waja se hum apne ghar mein apni family ke saath beth ker koi movie nahi dekh saktay...kia kahein ge aap aisi auraton ke baray mein
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

            :tauba kitna boltey hain aap log - parh kar tafseel sey reply karoon ga :p
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #7

              Originally posted by munda_sialkoty

              hmmmmmmmmmm.....
              Aap kuch zyada hi chot khaye hoye lagte hain janab....
              ab ager yeh kaha jaaye ke aap ne bhi sirf aik pahlo daikha tu galat nahi hoga...
              aurat ko is maqam per laane wale mard hi hote hain...
              so plzzzzz kuch bhi bolne se pahle soach liya kare...

              Comment

              • #8
                Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

                Originally posted by Masood
                :tauba kitna boltey hain aap log - parh kar tafseel sey reply karoon ga :p
                tum bhi tafseel say reply karogaiy :pagal:, to phir maiN kioN khamosh baiThooN , maiN bhi tafseeli reply karonga
                That's Enough...!!

                Comment

                • #9
                  Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ

                  :a stick: tum hamesha woh karna jo main karoong - kabhi to apni aqal sey kaam kiya karo :lol :lol
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #10
                    Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

                    Originally posted by Masood
                    :a stick: tum hamesha woh karna jo main karoong - kabhi to apni aqal sey kaam kiya karo :lol :lol
                    jo tum karoong :D woh maiN karoong :D, ab fazool batain mat karo ummid khala ko ghussa aajata hai :lpop:
                    That's Enough...!!

                    Comment

                    • #11
                      Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                      jo tum karoong :D woh maiN karoong :D, ab fazool batain mat karo ummid khala ko ghussa aajata hai :lpop:
                      Unhein ghussa mujh per nahin tum per aata hai keh bongiyaan tum hi martey ho - kyun ummid main to shareef hoon na :embarasse
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #12

                        kya karein jub RulzZ hi galat ho tu gussa aana tu yaqeeni hai....
                        Last edited by ummid; 4 May 2006, 12:12.

                        Comment

                        • #13
                          Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

                          Originally posted by Masood
                          Unhein ghussa mujh per nahin tum per aata hai keh bongiyaan tum hi martey ho - kyun ummid main to shareef hoon na :embarasse
                          Aap jaise bhai tu qismat walon ko milte hain...:)
                          aap ki sharafat ko saabit karne ki kum az kum hume tu zarorat nahi...:thmbup:
                          khush rahiye bhai humesha...:phool:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

                            Originally posted by ummid
                            Aap jaise bhai tu qismat walon ko milte hain...:)
                            aap ki sharafat ko saabit karne ki kum az kum hume tu zarorat nahi...:thmbup:
                            khush rahiye bhai humesha...:phool:
                            Sun ley scorpio :khi: - ab beth ker roney na shuru kar dena :lol
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #15
                              Re: Why the life of a Pakistani woman/man cannt be balanced??

                              Originally posted by ummid
                              kya karein jub RulzZ hi galat ho tu gussa aana tu yaqeeni hai....
                              RulzZ ya Rules , agar RulzZ to haqiqat balkay talkh haqiqat :zuban: aur agar rules ghalat hain to forum Admin say rujoo karain :khi:
                              That's Enough...!!

                              Comment

                              Working...
                              X