Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bios Wizard

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Bios Wizard

    Is program key saath aap apney computer ki BIOS ko identify kar saktey hain. Program BIOS ka version, type aur bnaney waley idarey key barey mein info deta hai aur saath hi upgrade key liye Internet key link per bhi ley jata hai....

    Is program ko install nahin kiya jata, siraf apni disk (yani C-folder) mein copy kar key chalatey hain.

    Program Name: BIOS Wizard
    Operative Systems: Windows 95 aur up
    License: FREEWARE

    Attached Files
    Last edited by Masood; 28 December 2005, 21:01.
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Bios Wizard

    hmmm nice sharing bhai :rose

    par xp mai tu bios hoti hi nahi hai i think :-s

    Comment


    • #3
      Re: Bios Wizard

      Originally posted by sheem
      hmmm nice sharing bhai :rose

      par xp mai tu bios hoti hi nahi hai i think :-s
      Haan ji aap drust kehti han XP mein bios nahin hoti - kyun keh bios Hardware in that Motherboard per hoti hai :khi: BY THE WAY that tell me keh aap ney mera PC Course mein sabaq nahin parha Bios wala? :a stick: aur agar parha hai to bhool gaee ho
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: Bios Wizard

        Originally posted by sheem
        hmmm nice sharing bhai :rose

        par xp mai tu bios hoti hi nahi hai i think :-s
        :khi: :khi: sheem yeh aap keh rahii huu:cc:

        Comment


        • #5
          Re: Bios Wizard

          Thanx for sharing :)
          Allah

          Comment


          • #6
            Re: Bios Wizard

            Nyce!! Sharing
            Coooooooolllllll

            Comment

            Working...
            X