Asalam-o-alikum,
Aksar aap nay dekha ho ga kuch files hoti hain .iso kay extension say, inn files ko open karnay kay liay yeh software use karain.
International Organization for Standardization (ISO) asal mein aik cd ka mirror hota hai, yani aap nay aik cd bana li ab aap iss ko copy karna chahtay hain kafi sari cd's par to aap issay kisi software ki madad say iss ki .iso file yani asli cd ki image bana letay hain.
MagicISO Maker .iso files ko bana bhi leta hai aur inhain open bhi kar leta hai
Iss ki key kay liay mujhay PM ya email karain

Comment