Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Win DVD Creator(part 2)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Win DVD Creator(part 2):bismillah:

    Excellent work :clap:

    main nay kuch try kia hai ...:D:
    apna nay kafi sari cheezian aik sath day di hian ..one by one samjhtay na

    transition effects to hoo gay ..
    abhi text effects try kar rahi houn ...

    or songs kay leye timming ka button kahan hai ?

    yeh file size zaida hoo jata hai koi kam karnay ka tareeka hai ?:mm:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • #17
      Re: Win DVD Creator(part 2):bismillah:

      or is main "back" ka button koon sa hai ?
      or sari files main aik hi song play hoo yeh kesay hoo ga ?
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #18
        Re: Win DVD Creator(part 2):bismillah:

        Originally posted by Aanchal View Post

        shuker hay koi to hay jo thanks kay elawa bhi kuch kehnay wala hay
        main to kab say is intezar main tha keh koi to kuch puchay
        kea aap video kay tukray time kay lehaz say kerna chahti hain to is kay liye screen short main is ki nishan dehi ker di gai hay
        baqi file size kion zeyada ho reha hay hona to nahain chahiye
        aap kis format main movie bena rehi hain
        svcd main size normal rehta hay
        aur ager aap bahut hi chota size rekhna chahti hain to time line kay uper aik button ho ga out put to files usay press kerain to vmp ka option aae ga aap window media player file bena lain choti benay gi.
        Attached Files

        Comment

        • #19
          Re: Win DVD Creator(part 2):bismillah:

          Originally posted by Aanchal View Post
          or is main "back" ka button koon sa hai ?
          or sari files main aik hi song play hoo yeh kesay hoo ga ?
          baaaaaaaaaaaaaack
          kis ko back kerna hay saving ko ya jo aap movie bena rahi hain ager to aap apni movi ki setting change kerna chahti hain to jis image ya media file ko change kerna hay usay wehain say drage kerain aur jis jega ker lana hay wehan lay aain .
          ager ye mushkil legta hay to us file per right click kerain aur del ker dain ab dobara jis ko us ki jega per rekhna hay usay drage ker kay lain aain .jab aap del kerain gi to khali jega khud hi puri ho jae gi laken ager aap ksi cheez ko drag kar kay lain gi to wo apni jega khud hi bena lay ga
          sari file main aik hi song play ho is kay do teriqay hain .aik to song ko last say teer kay zeriye peker ker aagay lay jain.dosra aap song ko do defa rekh lain.

          Comment

          • #20
            Re: Win DVD Creator(part 2):bismillah:

            big screen pay deekhnay say images kay pixel tootay hovey atay hian ...kio?:donno:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #21
              Re: Win DVD Creator(part 2):bismillah:

              esa us waqt hota hay jab ham aik esi file benatay hain jo beri bhi ho laken us ka volume kam ho
              ager dvd format ki file benai jae to kafi achi banti hay
              kuch software process ki weja say bhi pixil main kemi a jati hay
              aik aur weja ye hoti hay keh jo file aap import kertay hain wo hi kam pixel ki hoti hay
              ye ager wo pic hay aur choti hay to esa ho ga.

              Comment

              • #22
                Re: Win DVD Creator(part 2):bismillah:

                Originally posted by naveed iqbal View Post

                nahi pic's bilkul theek hoti hain ....or movie bananay say hi kharab hoo jati hain ....
                dvd ka size buhat parh jata hai ....
                main aap ko apna homework deekhati houn ....gallery main upload kar rahi houn ..upload hoo jaye to link doun gee yaha ...14mb ki file hai ...
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #23
                  Re: Win DVD Creator(part 2):bismillah:

                  aik aur kam bhi aap ker sakti hain
                  file chahay jitti bhi beri ban jae bannay dain
                  pher usay Movie Shrink and Burn kay zeriye chota ker lain pic bhi kherab nahain ho gi

                  Comment

                  • #24
                    Re: Win DVD Creator(part 2):bismillah:

                    Originally posted by naveed iqbal View Post
                    aik aur kam bhi aap ker sakti hain
                    file chahay jitti bhi beri ban jae bannay dain
                    pher usay Movie Shrink and Burn kay zeriye chota ker lain pic bhi kherab nahain ho gi
                    yeh shrink kesay kartay hian ?

                    http://www.pegham.com/gallery/misc.p...adfile&i=37846
                    yeh upload hoo gai check karaian :rose
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #25
                      Re: Win DVD Creator(part 2):bismillah:

                      pehlay software lain pher us main apni file kholain aur next kerdain
                      software aap ko khud hi guide ker day ga
                      ye reha link
                      movie shrink and burn
                      Last edited by naveed iqbal; 20 April 2008, 23:15.

                      Comment

                      • #26
                        Re: Win DVD Creator(part 2):bismillah:

                        Originally posted by naveed iqbal View Post
                        pehlay software lain pher us main apni file kholain aur next kerdain
                        software aap ko khud hi guide ker day ga
                        ok theek hai ,,,main check karoun gee is software ko :rose
                        aap nay mera homework check kia ?
                        Last edited by .; 20 April 2008, 23:16.
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #27
                          Re: Win DVD Creator(part 2):bismillah:

                          jee han dekh liya hay
                          aap ye pictures mujhay send ker sakti hain meray mail per
                          main aap ko bena ker don ga pher aap ko aur bhi acha idea ho jae ga
                          ye bhi bahut achi try hay

                          Comment

                          • #28
                            Re: Win DVD Creator(part 2):bismillah:

                            Originally posted by naveed iqbal View Post
                            jee han dekh liya hay
                            aap ye pictures mujhay send ker sakti hain meray mail per
                            main aap ko bena ker don ga pher aap ko aur bhi acha idea ho jae ga
                            ye bhi bahut achi try hay
                            yeh sara colletion is thread main hai

                            http://www.pegham.com/designing-poet...lam-amjad.html
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #29
                              Re: Win DVD Creator(part 2):bismillah:

                              itnay zeyada save kertay kertay to main boorha(aged) ho jaon ga:khi:
                              Last edited by naveed iqbal; 21 April 2008, 00:12.

                              Comment

                              • #30
                                Re: Win DVD Creator(part 2):bismillah:

                                naveed bhai maien yeh saaab kar liya lekin jaab maien is ko cd maien copy karne ke liye karta hon to end pe ata hian speed lekin us ki OPTION DISABLE nahi hoti hian.is ka kea haal hian .
                                wo mujh sai aksaar
                                kehti thi k tujhe
                                appna k choorun
                                gi or phir yun hi hova
                                uss nai apna banaya or chor diya.....

                                Comment

                                Working...
                                X