Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Picture ko Soft Karna-!-Adobe Photoshop-!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Picture ko Soft Karna-!-Adobe Photoshop-!

    Asslamoaliikum:salam:
    Attached Files
    Allah

  • #2
    Re: Picture ko Soft Karna-!-Adobe Photoshop-!

    ......
    Attached Files
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: Picture ko Soft Karna-!-Adobe Photoshop-!

      woow very nice

      thanx bhai

      aik sawal kiya pic k size mai b asar hoga ya nahi?

      Comment


      • #4
        Re: Picture ko Soft Karna-!-Adobe Photoshop-!

        Han kuch Ziada nai :)
        Yahi koi 5 ya 6 KB ziada ho jayein ge :)
        Allah

        Comment


        • #5
          Re: Picture ko Soft Karna-!-Adobe Photoshop-!

          ahaan sahi hai

          thank you inshallah kisi pic mai zaroor try karongi

          bohat bohat shukriya share karne ka

          waise bhai aap mujhe bata sakte hain fill aur opacity mai fark kiya hai

          Comment


          • #6
            Re: Picture ko Soft Karna-!-Adobe Photoshop-!

            Fill se Hum sirf Coulour Bhar sakte hain......opacity se image ya font wagaira ko light kar sakte hain Opacity kam karne se
            Allah

            Comment


            • #7
              Re: Picture ko Soft Karna-!-Adobe Photoshop-!

              Jese Misaal ke tor par aap dekhein ke isi tut main jab Hum ne Gaussion Blure ko use kya to pic dhundhli ho gayi.....phir is ki opacity kam ki to pic theek ho gayi aur bohat achi bhi ban gayi :)
              Allah

              Comment


              • #8
                Re: Picture ko Soft Karna-!-Adobe Photoshop-!

                ahaan sahi

                thank you bhai:phool:

                Comment


                • #9
                  Re: Picture ko Soft Karna-!-Adobe Photoshop-!

                  Bohat hi acha tutorial hai Adnan :) Keep it up :thmbup:
                  Yeh raha mera result

                  Attached Files

                  Comment


                  • #10
                    Re: Picture ko Soft Karna-!-Adobe Photoshop-!

                    achha tutorial hai brother:thmbup:
                    pic soft lag rahi hai laikan htori dhundli b....Hai naaa?
                    achha tutorial hai asan sa..thanx for sharing
                    aor mara result daikhain
                    ist one is before applying adobe effect and second 1 is after appyling adobe effect
                    Attached Files
                    Hamain Khabar hai K ham Hain churag Akhir shab
                    ~~~HamaraY Baad Andaihra nahi Ujala Hai ~~~

                    Comment


                    • #11
                      Re: Picture ko Soft Karna-!-Adobe Photoshop-!

                      Bohat ache junaid aur main kon......main kon aap ne pic kesi select ki hay dhundhly to ho gi hi :D
                      anway great work from both of u :)
                      Allah

                      Comment


                      • #12
                        Re: Picture ko Soft Karna-!-Adobe Photoshop-!

                        kamal hay yaar yeh too

                        Comment


                        • #13
                          Re: Picture ko Soft Karna-!-Adobe Photoshop-!

                          Originally posted by Adnan
                          Bohat ache junaid aur main kon......main kon aap ne pic kesi select ki hay dhundhly to ho gi hi :D
                          anway great work from both of u :)
                          matlab ?????? yani k black picture li thi is waja say kuch bataien:rose
                          Hamain Khabar hai K ham Hain churag Akhir shab
                          ~~~HamaraY Baad Andaihra nahi Ujala Hai ~~~

                          Comment


                          • #14
                            Re: Picture ko Soft Karna-!-Adobe Photoshop-!

                            jee han say lani........picture bhi munasib lya karein na :)
                            Allah

                            Comment

                            Working...
                            X