Assalaam-0-Alaikom:rose
yeh tutorial new designer kay liye hai......jin chouti chuoti si problems ka samna karna parta hai new designers ko ....is thread mein hum woh problems discuss karain gay......
www.pegham.com kay tutorial section main aisay buht saaray threads maujoud hain jo designing kay hawalay say buht helpful hain.......jabkeh is thread mein hum kuch tips and tricks discuss karain gay..... jo designing kay waqt humain zehen mein rakhni chahiyeN.......
jab aap designing kay liye inpage file export karain tu bajaye GIF formate kay ....EPS formate mein export kia karain.........jab aap EPS formate usekarain gay tu aap khud bhi note karain gay keh GIF aur EPS formate mein kia farq hai......aik neat image compose karenay kay liye sab say important step yehi hai......na sirf urdu font clear aur neat hoga,.,.....balkay is tarah say time ki bhi bachat hogi.....
image agar buht bari hai tu size decrease kia ja sakta hai......aur agar image size buht chouta hai tu us ko bhi bara kia ja sakta hai.......
agar shair design karna hai tu us kay liye chouti image chahiye .......aik ghazal design karnay kay liye jo image chahiye......woh size mein bari honi chahiyee....

Comment