yahan par main aap ko aaj aik bohat hi acha effect batata hoon jo aap nay aksar news papers or books or mag's main dekha hooga.
sab say pehlay aik picture ko photoshop main open karain.
Phir us ki aik duplicate layer bana lain. us kay liyee aap agar sirf apnay keyboard say (Alt + Arrow key) koi bhi arrowkey use karaingay to aik nayee layer ban jayeegi.
us ko aap hide kar dain. hide karnay kay liyee layers panel main eye kay icon par click karain. who layer hide ho jayeegi.
ab aap apni main layer ko select kar kay Filter->Blur-Radial Blur par click karian.
Amount: 100 You can play around with this.
Method: Zoom
Quality: Good (or Best for better quality)
ab aap ka image kuch pic 3 ki tarah ka hogaya hoga.
Ab aap eraser tool ko select karain or jis layer ko hide kia tha us ko visible mode main la kar us ki opacity 50% kardain takay aap ko neechay wala image bhi show ho jayee. or phir oper walay image ka who hissa jis ko aap theek show karna chahtay hain us ko choor kar baki image ko erase kar dain.
Opacity ko 100% kar kay aap check karaingay to aap ka iamge kuch is tarah ka display dega.
agar chahain to image->adjustments->levels. main jakar us ki color adjustments kar saktay hain
Umeed hai tutorial pasand aaya hoga.
i'll wait for your comments

Comment