Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Poetry on Image in URDU
Collapse
X
-
Re: Poetry on Image in URDU
Assalaam-0-Alaikom:rose
acha tut hai :)
Comment
-
Re: Poetry on Image in URDU
Asalaam-o-Alaikum Wa Rehmah!
Acha tutorial likha hai app nay :) ..........agar bura na manayen to aik izafah kerti chaloo. Jab urdu text file ko open kertey hain to us ko Clt+A say full window select ker kay edit option main bottom main aik option hota hai 'Define Brush Preset' usay click kar layen. Aisa karnay say woh urdu text app brush main convert ker laytey hain. Ab app brush tool select ker layen aur top main jahan say app brush ka pxiles kum aur ziada kartey hain yah brush type select kertey hain us drop down window main sub say akhir main app ko apna urdu text b brush ki soorat main nazar a jaye ga us ka size bara chhota b wahin say ho jata hai. Aur jab image per paste kerna hota hai to faqat aik new layer ka hi izafah kernay ki zaroorat reh jati hai. Tutorial bananay ka waqt nahi hai nahi to main tutorial hi bana dayti :) abhi itna hi :)
Hope u don't mind my additions to your tutorial :)Mainda Ziker Vi Tu'n, Mainda Fiker Vi Tu'nMainda Zoaq Vi Tu'n, Vajdaan Vi Tu'nMainda Aval, Akhir, Ander, BahirZahir Tey Pinha'an Vi Tu'nMainda Bakht Tey, Naam Nishan Vi Tu'n
Comment
-
Re: Poetry on Image in URDU
Originally posted by DIL View PostAsalaam-o-Alaikum Wa Rehmah!
Acha tutorial likha hai app nay :) ..........agar bura na manayen to aik izafah kerti chaloo. Jab urdu text file ko open kertey hain to us ko Clt+A say full window select ker kay edit option main bottom main aik option hota hai 'Define Brush Preset' usay click kar layen. Aisa karnay say woh urdu text app brush main convert ker laytey hain. Ab app brush tool select ker layen aur top main jahan say app brush ka pxiles kum aur ziada kartey hain yah brush type select kertey hain us drop down window main sub say akhir main app ko apna urdu text b brush ki soorat main nazar a jaye ga us ka size bara chhota b wahin say ho jata hai. Aur jab image per paste kerna hota hai to faqat aik new layer ka hi izafah kernay ki zaroorat reh jati hai. Tutorial bananay ka waqt nahi hai nahi to main tutorial hi bana dayti :) abhi itna hi :)
Hope u don't mind my additions to your tutorial :)
Comment
Comment