Assalamalikum
Feather ka maqsad yeh hota hai yeh image ki boundary line ko khutem kar kay usay merge kar daita hai ....farz karain aik image ko kisi doosray image main copy/paste karna hoo to image ki boundray line zaror nazar aye gee.....lekan agar feather tool use kia jaye to woh boundray line ko merge kar dayta hai ..or aap ka image kafi khoubsurat ban jata hai :D:
feather kay leye sab say pehlay paintshop main donoo images open karain, 2ya 3 ya is say bhi zaida lay saktay hain :rose

Comment