Assalamalikum
is tutorial ki khas baat yeh hai kay image main kisi bhi hissay ko numaya ya highlight karnay key leye us kay gird border bana daytay hain..or baki image ka color bhi change kar saktay hain takay woh border wala hissa zaida attractive lagaye :) ..is main pooray image pay border nahi banatay , sirf image kay andar kisi part pay banatay hain is leye isay "The photo within kaha jata hai ":phool:
1.yeh border bananay key leye aap paintshop main koi image open kejeye ...
2..Layers...New raster layer
3..Rectangular selection say woh area select karain jis ka aap border banana chahtay hain ..

Comment