Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Windows XP Installation

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Windows XP Installation

    Assala_O_Alikum WR WB

    Nice

    FeaamnAllah
    Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
    Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


    Comment


    • #32
      Re: Windows XP Installation

      masoood bhai ...... u 've really done a greaat job .... buhat hi khoooob ... thnx for tht ....
      mein aik baat kehna chahooo gi ... i 've seen many tyms k koi bhi cheez samjhai jai wo kuch is tareeke se hoti hai k ..... jinhein aat hai ya ziaad pata hai unhi k liye kaaraamad hoti hai or jinhein kuch thora buhat pata hai ....... unk ser k uper se guzer jata hai ....... but u 've done it in excellent manner.... thnx a lot ......... step by step samjhaay aapne ..... or itni mehnat bhi koi ker sakta hai ......... mujhe buhat hairat o rahi hai :)....... welll aap se kuch sawal bhi poochney hein ......
      ntcf or quick format kya hai ....???
      or quality of service ka proyocol kyun uninstall kya ????

      Comment


      • #33
        Re: Windows XP Installation

        Originally posted by tearful eyes
        welll aap se kuch sawal bhi poochney hein ......
        ntcf or quick format kya hai ....???
        or quality of service ka proyocol kyun uninstall kya ????
        NTSF Windows 2000 key saath filesystem key tor per aaya tha. Agar aap XP install karein to ussey NTSF per hi install karein kyun keh is sey aik to security top ho gi doosra performance achhi rahi gi.

        Qos (Quality Of Service) key scheduler ko is liye disable kiya hai keh aik aam khiyal hai keh is sey 20% bandwidht ki bachat ho jati hai :).
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #34
          Re: Windows XP Installation

          hmmm .. thnx massoood bhai !!!!1

          Comment


          • #35
            Re: Windows XP Installation

            thanx for info, may nay kul hi ki thi installation uff!! boht lumba kaam hay.
            :salam:

            Comment


            • #36
              Re: Windows XP Installation

              wow
              masood bahi u done gr8 job
              may ALLAH bless you
              i cant xplan in word blkai yehi kahon gi kai ye site he bot best hai islam sai lai ker education tk ki field ki bot he ache info hai yaha:masha

              Comment


              • #37
                Re: Windows XP Installation

                You are All welcome here....

                Comment


                • #38
                  Re: Windows XP Installation

                  Very Nice n informative :)..
                  hum kuch pochna chahty hein ..
                  1)...CD dalny sy pahly system ko boot k liye kis terha tyaar kerna hai??
                  2)...Partitionz ki hamein bilkul samjh nahin ayi k kese kerni hein:(
                  3) ...Default Protocol mein se Quality of Service ko Uninstall kion kia...kia ye Zarori hai ..is k bare mein kuch bataein..

                  thanks in advance...

                  Comment


                  • #39
                    Re: Windows XP Installation

                    aslamoalikum

                    jo problem ahsaas ko hai
                    wahi mujhy b hai
                    yani partition ki smjh nahi aa e
                    plzzz bta dain

                    Comment


                    • #40
                      Re: Windows XP Installation

                      How can i solve my Probz ..??

                      Comment


                      • #41
                        Re: Windows XP Installation

                        Originally posted by ahsaas View Post
                        Very Nice n informative :)..
                        hum kuch pochna chahty hein ..
                        1)...CD dalny sy pahly system ko boot k liye kis terha tyaar kerna hai??
                        2)...Partitionz ki hamein bilkul samjh nahin ayi k kese kerni hein:(
                        3) ...Default Protocol mein se Quality of Service ko Uninstall kion kia...kia ye Zarori hai ..is k bare mein kuch bataein..

                        thanks in advance...
                        1) - Agar aap ka computer neya hai to woh automatically CD-boot per ho ga. Agar nahin to aap yeh kijiye:

                        apney computer ko off kijiye. Phir ON. Magar is doran aap screen per khoob achhi tarha nazar rakhiyey. Black screen per white text jab chaley ga to kahin na kahin likha ho ga keh F10 ya DEL (ya koi aur KEY-dabaein) jis sey aap BIOS mein dakhil ho sakein. Bios mein dakhil honey key baad BOOT section mein jaa ker FIRST BOOT OPTION CD kar lein. Aur second boot option HARDDISK kar lein. Uskey baad settings ko save kar key computer phir sey on kijiye - is doran computer check karey ga keh agar CD-Drive mein CD hai jo bootable hai to us per computer BOOT karey ga agar nahin to Boot Sector ko check karey ga keh koi operating system hai? Agar Bootsector sey operating system miley to us per boot karey ga.


                        2) XP mein partion karney key liyey jab aap Step #7tak pohanchein to aap key computer mein jitni bhi harddisk(s) hon gi - XP unhein us fehrist mein dikhaey ga. Is tarteeb sey: 1. Primary Disk will be shown as DISK 0 - Primary Slave will be shown as DISK 1 and so on...

                        Aap yahan per SIRAF AIK PARTION bnaein:
                        • Click and highlight DISK 0 and Press C for Create a partion (remember: agar aap key computer mein pehley hi sey operating system mojood hai aur aap ussey delete karna chahtey hain to pehley jo partions hongi unhein DELETE karna hai)
                        • then follow step #8 and so on (baqi partitions aap XP mein bnaein gey)
                        3)aam use key liye quality of service ki zaroorat nahin hoti - yeh amooman kuchh remote functioning key liye use ki jati hai - issey de-install hi rehney dein - takeh resources kam use hon
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #42
                          Re: Windows XP Installation

                          Thanks a lot 4 tell me in Detailz sare points note down ker liye hain ager phir koe difficulti hogi tou zaror pochrin gey shukriya..:)

                          Comment


                          • #43
                            Re: Windows XP Installation

                            Originally posted by ahsaas View Post
                            Thanks a lot 4 tell me in Detailz sare points note down ker liye hain ager phir koe difficulti hogi tou zaror pochrin gey shukriya..:)
                            Zaroor main phir sey aap ko guide kar doon ga - magar yaad rakhna - aik baar partition delete kar di to phir wapsi ka koi raasta nahin!
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #44
                              Re: Windows XP Installation

                              Zaroor main phir sey aap ko guide kar doon ga - magar yaad rakhna - aik baar partition delete kar di to phir wapsi ka koi raasta nahin!
                              Okay ..aur ager new Window kerna ho tou phir se partitionz kerny k liye del zarori tou nahin na,,,

                              Comment


                              • #45
                                Re: Windows XP Installation

                                Originally posted by ahsaas View Post
                                Okay ..aur ager new Window kerna ho tou phir se partitionz kerny k liye del zarori tou nahin na,,,
                                Existing windows Xp ko delete karna bohat zaroori hai - warna aap C:\windows mein XP install nahin kar pao gi. Delete the partition containing existing XP and re-create it!
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X