Assalamo allaikum
Microsoft ki janib sey Windows 7 i sale shuru ho chuki hai aur yeh mustaqbil ka Windows Operating System qrar paya hai...
Microsoft ki janib sey Windows XP key baad Windows Vista ka ajraa huwa tha. Jis ki bohat zabardast publicity ki gaii. Magar Windows Vista ko zabardast nakaami ka samna karna parra - aur khaas ker karo'bari halqon mein issey qatan pazeeraii haasil na hui..
Vista ki nakaami key baad Microsoft ney apni sari tawajoh Windows 7 per laga di aur yehi mustaqbil ka system hai jissey karo'bari halqon mein bhi pasand kiya geya hai...
Jaisey Windows XP per main ney aik tutorial likha tha, aaj Windows 7 per bhi likh raha hoon, yaqinan yeh aap key kaam aaey ga :)
Dua'oun mein yaad rakhiyey ga :)
Masood

Comment