Re: HardWare - Part II - Motherboard
Chalein phir bhi dassey detey hain :p
SIMM jo keh single in-line memory module ka makhafaf hai, iskey 72 pins hotey hain (wohi jo silver ya gold color key hotey hain), in 72-pins ka aik side per contact hota hai jabkeh DIMM (dual in-line memory module) key dono janib contacts hotey hain. Yeh aaj kal standard hai pc's mein. Tafseelan baad mein :p
Originally posted by sheem

Comment