Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

C++ - Capital 2 - Pegham Basic Course

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • C++ - Capital 2 - Pegham Basic Course

    Pegham Basic Course - C++ - Baab 2 - 2.1
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Pegham Basic Course - C++ - Baab 2

    Pegham Basic Course - C++ - Baab 2 - 2.2
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Pegham Basic Course - C++ - Baab 2

      Pegham Basic Course - C++ - Baab 2 - 2.3
      Attached Files
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: Pegham Basic Course - C++ - Baab 2

        Pegham Basic Course - C++ - Baab 2 - 2.4
        Attached Files
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: Pegham Basic Course - C++ - Baab 2

          Pegham Basic Course - C++ - Baab 2 - Khulasa
          Attached Files
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: C++ - Capital 2 - Pegham Basic Course

            Bhai Jo COUT k baad<< aaty hain es ka maksad kia hay..aur
            jo main ny aik file banai hay ..
            DMC likhny k baad wo exe ban gay hain...pher os ka use kahan huga..i know k abi kuch use nahi huga ..but thori see detail
            aur bhai
            stream output ka kia matlab hay?

            aur bhai aap ny kuch lines k baad (!)
            ka sighn dia hay aur kuch k end main nahi dia kiun?

            Comment


            • #7
              Re: C++ - Capital 2 - Pegham Basic Course

              Originally posted by Khalil
              Bhai Jo COUT k baad<< aaty hain es ka maksad kia hay..aur
              Programmer jab apney program mein COUT istimaal karta hai to iska matlab hota hai keh jo text << key baad likha jaey ga woh screen per nazar aaey ga. << ko ham OPERATOR boltey hain aur is key baad aap kisi bhi kisam ka text likh saktey hain, jo bhi likhein woh COUT ki wajah sey screen per nazar aaey ga.

              jo main ny aik file banai hay ..
              DMC likhny k baad wo exe ban gay hain...pher os ka use kahan huga..i know k abi kuch use nahi huga ..but thori see detail
              Aap ney jo file bnaey hai .exe wali agar aap ussey run kar (yani comman line per kharey ho uska naam likha aur ENTER ka button dabao to screen per aik text namoodar ho ga, yeh aik mukamil working programme hai jo aap ney aik mashq mein create kiya hai. Lekin is programmme ka function siraf itna hai keh jo kuchh cout << key baad likha huwa hai, woh screen per print karey...

              aur bhai
              stream output ka kia matlab hay?
              Jis andaaz per C++ key prgramme screen ya printer per likhtey hain usey ro ko output stream kehtey hain... (aik tareeqa jis sey programme screen ya printer per output dey).



              aur bhai aap ny kuch lines k baad (!)
              ka sighn dia hay aur kuch k end main nahi dia kiun?
              In this situation it has nothing to say anything serious :)
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: C++ - Capital 2 - Pegham Basic Course

                again superb tutorial..... im also trying.......
                When you are in light, everything will follow you..... But when you enter dark, even your own shadow will not follow you. That is Life!

                Comment


                • #9
                  Re: C++ - Capital 2 - Pegham Basic Course

                  Ok Bhai thnks..............yeh to wakee Buhat asaan hay..main ny pehly kiun nahi try kee thee:mm:

                  Comment


                  • #10
                    Re: C++ - Capital 2 - Pegham Basic Course

                    Koi cheez mushkil to hoti nahin, siraf uski logic ki samajh aani chahiye - agar logic samajh na aaey to insaan bhatakta rehta hai...
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: C++ - Capital 2 - Pegham Basic Course

                      G han aab Ny theek kaha hay bhai............Logic

                      Comment


                      • #12
                        Re: C++ - Capital 2 - Pegham Basic Course

                        السلامُ علیکم
                        مسعود بھائی ماشاء اللہ بہت ہی زبردست۔۔۔۔۔
                        جزاک اللہ خیر ۔۔۔ اللہ تعالیٰ آپ کے علم میں اضافہ کرے آمین ۔۔۔۔
                        آپ کی اگلی کلاس کا انتظار رہے گا ۔۔۔۔۔
                        دعا گو ۔۔۔۔۔۔۔ اجنبی
                        Kash Kay Uttar Ja'e Maeri Baat Taeray Dil Main

                        Comment


                        • #13
                          Re: C++ - Capital 2 - Pegham Basic Course

                          Originally posted by Ajnabi
                          السلامُ علیکم
                          مسعود بھائی ماشاء اللہ بہت ہی زبردست۔۔۔۔۔
                          جزاک اللہ خیر ۔۔۔ اللہ تعالیٰ آپ کے علم میں اضافہ کرے آمین ۔۔۔۔
                          آپ کی اگلی کلاس کا انتظار رہے گا ۔۔۔۔۔
                          دعا گو ۔۔۔۔۔۔۔ اجنبی
                          Allah Tala sey dua kijiye keh woh yeh qabliyat mujh mein bar-qrar rakehin aur main apna ilm aap logon mein banta rahoon - shukriyah :)
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #14
                            Re: C++ - Capital 2 - Pegham Basic Course

                            السلامُ علیکم

                            مسعود بھائی انشاء اللہ اللہ آپ کو مزید اسی طرح علم پھیلانے کی توفیق دے گا آمین
                            دعا گو آپکا بھائی ۔۔۔۔۔۔۔۔۔ اجنبی
                            Last edited by Ajnabi; 24 May 2006, 14:51.
                            Kash Kay Uttar Ja'e Maeri Baat Taeray Dil Main

                            Comment


                            • #15
                              Re: C++ - Capital 2 - Pegham Basic Course

                              jee abhi bhi mujhay nahimila compiler
                              pLZ koi dost link dobara day day wazayaa kar k
                              thanx janaab
                              Inna olia ALlahi a haufun alahim walahum yah zanun

                              Comment

                              Working...
                              X