Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

InPage Step-by-Step

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: InPage Step-by-Step

    Assalam-o-Alaikum

    Such A Greaaaaaaaaaaaat Information ...

    Aaaj kal Mojhay bhi kaam karna hai Ingpage and Corel Draw Milaa ke ... with FrontPage ...

    Aur Isss Silsilay main Mojhay dhaaair saree help chaheyee ho Giii ... Hopefully Madad mil jayee gi :)

    Waise U have done a Fabulous Job Indeed :)

    Comment


    • #32
      Re: InPage Step-by-Step

      Originally posted by ~Princess~ View Post
      Assalam-o-Alaikum

      Such A Greaaaaaaaaaaaat Information ...

      Aaaj kal Mojhay bhi kaam karna hai Ingpage and Corel Draw Milaa ke ... with FrontPage ...

      Aur Isss Silsilay main Mojhay dhaaair saree help chaheyee ho Giii ... Hopefully Madad mil jayee gi :)

      Waise U have done a Fabulous Job Indeed :)
      You are most welcome to ask me any question - agar main is qabil huwa to inshaAllah aap ki help zaroor karoon ga warna Pegham per bohat sarey doosrey qabil log mojood hain jo aap key help karien gey - Inpage, Corel, and FrontPage is sey mein ney apni private site www.shab-o-roz.dk bnaii hai -
      Last edited by Masood; 3 January 2007, 23:15.
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #33
        Re: InPage Step-by-Step

        i m new on this site i have great interest in urdu inpage but i have no idea where can i buy this software from here bcoz i lives in uk so if u can help m then plez tell m where can i copy or download it from net.thanks

        Comment


        • #34
          Re: InPage Step-by-Step

          Originally posted by rukhsar View Post
          i m new on this site i have great interest in urdu inpage but i have no idea where can i buy this software from here bcoz i lives in uk so if u can help m then plez tell m where can i copy or download it from net.thanks
          Ham aap ko Pegham per teh-e-dil sey khush'aamdeed kehtey hain aur agar aap ko InPage yahan sey download kar saktey hain:

          http://www.pegham.com/showthread.php?t=14166
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #35
            Re: InPage Step-by-Step

            Originally posted by Masood View Post
            Ham aap ko Pegham per teh-e-dil sey khush'aamdeed kehtey hain aur agar aap ko InPage yahan sey download kar saktey hain:

            http://www.pegham.com/showthread.php?t=14166
            app ka bohat bohat sukariya

            Comment


            • #36
              Re: InPage Step-by-Step

              Originally posted by Masood View Post
              Dosto chunkeh InPage ka pehla chapter khatam ho chuka hai ab aap is par apney comments dey saktey hain. Main chahta hoon keh aap apney comments mein un baton ko zaroor ujagar karein jo is tutorials mein kam hain, ghalat hai, tabdeel ki jasakti hai ya behtar ki jaa sakti hain. Takeh jab main agla InPage tutorials likhoon to kami-beshi ko madd-e-nazar rakhoon. Yeh hamari sab ki behtaree key liye ho ga. Shukriyah. :)
              Masood bhai bohat acha chapter bohat khubsurat likha hai,is main kami to main nahin janti laikin kai cheezain jo mujhay nahi maloom thein un say main ashna ho gai hoon.Thanks:salam:
              Mind Sciences

              Comment


              • #37
                Re: InPage Step-by-Step

                marvelous jobb masood je.....realy gr8...mai ne aik shair likha tha..tu wo muje save kerna nahi arah tha....ap ki is help se muje agayaa.....

                thanku so much...:)




                Comment


                • #38
                  Re: InPage Step-by-Step

                  zabardast masood bhai

                  Comment


                  • #39
                    Re: InPage Step-by-Step

                    masood bhai me ne key board set kiya us ko phir save bhi kiya lakin howa hi nahi sari mehnat rahigah gai ab aap ye to batao k wo save kaise karna hai set karne ke bad

                    Comment


                    • #40
                      Re: InPage Step-by-Step

                      Masood bhaaee,, bhot umda..pl. is ko jaree rakhain..ta keh hum log is say faeeda uthaaain....shukria
                      sigpic:SubhanAllhaa:

                      Comment


                      • #41
                        Re: InPage Step-by-Step

                        bahut khoob janaab.......

                        Comment


                        • #42
                          Re: InPage Step-by-Step

                          bht bht bht bht behtaren andaz hay ap k sikhanay ka main nay aj pehli bar is page k throw inpage use kiya aur jaisa jaisa ap nay sikhaya hay yahan aisay aisay hi kiya maine is kam ko n i was surprised k mene itna acha likh liya inpage pay.
                          main inshallah roz aik page sekhongi ab yahan sy.weldon masood
                          :online::salam::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::smilie2:372-scare:bday7::tasali:

                          Comment

                          Working...
                          X