Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

09. Motion Guide

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • 09. Motion Guide


    Motion tween mein aik aur baray mazedar cheez hoti hai Motion guide, yeh aik kisam ka path hota hai, jo aap banatay hain phir iss path par aap ka object animate hota hai.

    Sab say pehlay aap koi bhi object bana lein ussay group kar lein Ctrl + G press kar keh, phir yeh karain, Add Motion Guide layer button par click karain





    Last edited by pakgates; 15 February 2009, 10:52.



  • #2
    Re: Motion Guide


    Ab pencil tool select karain, motion guide layer par pehlay frame par koi bhi path bana lein



    Ab yeh karain



    Ab aik keyframe add karain(15th frame ko select karain aur F6 press karain) Layer 1 par



    Ab guide layer par frame add karain(layer select karain aur F5 press karain)



    Next step



    Final step



    Ab Ctrl + Enter say apni movie ko test karain, ball aap kay baniay huay path par animate ho gi




    Comment


    • #3
      Re: Motion Guide

      nice sharing mein fursat mein try karonga
      sigpic

      Comment

      Working...
      X