Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

08. Motion tween

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • 08. Motion tween


    Yeh bhi aik tarah ki animation hai lekin iss mein aap tween group objects ya phir symbols kay sath kartay hain. Aap aik ball banein ussay group karain (Ctrl + G)



    Pehlay frame par aap ball rahein, aur phir aik aur keyframe add karain 10th ya 15th frame par uss mein ball ko move kar lein aagay ki taraf



    Ab aap in donon frames kay darmain kisi bhi frame mein right click karain aur Create motion tween ko select karain



    yeh bhi note karain



    Aap kisi bhi frame par click karain aur nechay say properties ko select karain to aap ko motion tween kay option nazar aaiengay, iss mein aap rotate bhi kar saktay hain, 1,2 ya jitni dafa aap chahein, CW ka matlab hai rotate clock wise aur CCW ka matlab hai Counter Clock Wise yahi CW kay opposite. Iss mein agar aao ease ko change kar dein +ve value say to aap ka object tween kay start mein fast ho ga aur jab aap ki tween khatam honay wali ho gi to object slow ho jiay ga. Agar aao ease ko -ve kar dein to uss ka ulat ho ga


    Last edited by pakgates; 21 February 2009, 16:22.


Working...
X