Ab zara Shape tween mein twist dekhtay hain, pehlay aap 1st frame par koi bhi letter likh lein text tool ki madad say, aur phir aap 10 ya 15th frame par aik keyframe add karain aur uss mein koi shape add kar lein
Ab agar aap iss mein shape tween add karain to aap yeh note kareingay
Yeh iss liay nahi hua kyon keh shape tweening sirf objects par hoti hai grouped objects ya symbols par nahi
Aap ko pehlay issay break apart karna paray ga, taqe iss par shape tweening ho sakay
Comment