Shape tween, pelhay to yeh batata chalon keh yeh kia hai, tween jo hai woh english kay word between say nikla hai, yani aap 2 objects rakh detay hain aur Flash inn kay darmian khud aik path bana deta hai, jis par woh animate hotay hain
Acha sab say pehlay aap aik frame par line tool say arrow ya koi bhi shape bana lein, iss tarah
Yeh baat note karain keh yeh aik object hai, iss ko symbol ya group nahi banaya hai. Ab aap 14th frame par right click karain aur Add frame ko select karain
Issi tarah 15th frame par right click karain aur Add Blank keyframe ko select karain

Comment