Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

05. Frames in Flash

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • 05. Frames in Flash


    Frames ka thora bohat to aap ko pehlay hi aagah kar chukra hoon, yahan thora sa aur bata deta hoon, Flash animation mein frame rate aik bohat ehm cheez hai, yeh woh raftar hoti hai jis say aap ki animation harkat karti hai, aap tor par yeh 12fps(frames per second) hoti hai lekin jo adds aap TV par dekhtay hain woh 22fps par hotay hain. Internet par 12fps hi use hotay hain



    12fps par click karain to yeh windows open ho gi, iss mein aap 12fps ko change karain to woh change ho jiay ga.





    Last edited by pakgates; 15 February 2009, 10:45.



  • #2
    Reverse frames


    Frames mein aik aur option hota hai Frames reverse kay naam say, iss say bhi aap bohat achay effects bana saktay hain, aap koi bhi animation create karain, saray frames ho select karain, phir frames par right-click karain aur Reverse Frames ko select karain





    Comment


    • #3
      Re: Frames in Flash

      yaha tak to kar lia :D:

      is main koi animation to nahi hai na ?
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: Frames in Flash

        Originally posted by Aanchal View Post
        yaha tak to kar lia :D:

        is main koi animation to nahi hai na ?
        iss mein Animation walay thread ki file par hi baqya kaam kia hai, Animation walay thread mein aap ko frames kay baray mein post #5 mein tafseel say bataya hai, check kar lein, iss mein Animation wali file kay frames ko reverse kia hai to woh hai animation
        Last edited by pakgates; 15 February 2009, 11:25.


        Comment

        Working...
        X