Assalam-0-Alaikom
jin websites per ""Right click"" nahin kar saktay un per na hi text copy kar saktay hain aur na hi images.....
yahan main images save karnay ki tip bata rahi hooon...
yeh web designers kay bhi kaam annay wali tip hai jab aap ko samajh na aaye kahan kon si image web page per background kay tor per istemal ki ja rahi hai ۔۔۔۔۔
karna yeh hai ... keh jis page per images ko save karna hai
us page per Firefox kay File kay option main jaien
Save PAGE as per click karain
aur save as mein complete ka option click karain aur save kar lain ....
aap kay paas web page kay saaath usi kay naaam say aik folder bhi save ho jai gaaaa....
us folder mein tamam images , background images bhi moujod hain ,,.aur css etc files bhi moujod hoti hain,,,,
wahan say aap ko jis cheez ki zurorat hai un images / files ko apnay ksi aur folder mein save karain...... aur webpage aur folder ko dlete kar dain,,

Comment