Assalamo allaikum
Abhi abhi tip aaii hai keh Microsoft key latest version of MSN:
ko multiple account mein sign-in karney key liyey yeh tareeqa bohat aasan hai:
1) Open REGEDIT
2) Locate the key: KEY_LOCAL_MACHINE\SOFTWARE\Microsoft\Windows Live\Messenger
3) Daeein janib yani right hand pane mein kisi bhi khaali jaggah click karein aur NEW -> DWORD Value choose karein
4) Us KEY ka naam MultipleInstances rakhein
5) Ab us per click karein aur MODIFY karein aur default 0 ki jaggah 1 likhein
Now you can start as many MSN as you want :)

Comment