Asslamo Alikum
Internet hackers aur crackers ke lye aik playground ki shakal ikhtayar kar chuka hay, aur woh teams aur groups ki shakal main kaam kar rahay hain, Yeh hackers har roz har second nayi se nayi technology invent karny main busy rehtey hain, jin se users ko maximum damage kia ja sakye aur un ka data chori kia ja saky, yeh hackers din ba din tez hotay ja rahay hain aur main khof zada hon ke yeh bohat hi smart technology invent kar rahy hain, har roz antivirus banane wali companies takreeban 30,000 plus latest viruses face kartey hain, jin main viruses, trojans, spy bots, worms, etc hotay hain, aur in ke employees din raat har time apni database ke lye new anti-virus signatures banane main masroof rehte hain take har roz nayi any wale viruses se muqabla kia ja sakey. Aap ne apna antivirus check kia ho ga ke woh har roz update hota rehta hay, ji han, jese jese virus ki dunya main new viruses ate rehte hain, isi tarah antivirus aap ka un virus ko defend karny ke lye apni Signature Database ko update karta rehta hay. Is ka matlab hay ke is ka koi permanent hal mojood nahi hay, Har roz aap ke system per kitnay hi softwares, codes apna kaam automatically kar jatey hain, is ka aap ko yakeenan ilam nahi hay.
Itna soch lein ke hum just aik HTML page open karney se bhi hack/infect ho saktey hain. aur yeh in 3 cheezon ke zarye hota hay.
Yehi nahi, hackers ne apny aap ko bohat smart kar lya hay, woh aap ko Speeders, jesi technology se MSN Messengers, Yahoo Messengers, USBs, etc. se infect kar saktey hain.
Be saved
Data Collected from Internet.
Regards.
Yaaram.

- phpbot (same as ircd bot but this is work with HTTP so no more firewall blocking)
- exploit (Peace of code which is used to get advantage of poorly written program)
- Pack (more then one exploit for more effective result).

Comment