Notepad mein settings aesi hain keh aap koi bhi text uss mein paste karain to woh aksar aik hi line mein paste ho jata hai, aaien aap ko aik aesi tip say aagah karta chalon jis ki madad say NPad mein Word Wrap options enable ho jiay ga aur aap jab bhi iss mein koi text copy kareingay to text next line par khud aa jiay ga.
iss tip ko samajnay kay liay aap notepad open karain koi bhi text copy karain, phir aap yeh registry editing karain, phir text ko notepad mein copy karain, aap ko farq nazar aa jiay ga
Start > Run > regedit likh kar enter karain
yahan browse karain
iss mein left side par fWrap par double click karain, uss ki hexadecimal value ko 1 kar keh ok kar dein. F5 press karain ya PC restart karain, aap ko farq nazar aa jiay ga
iss tip ko samajnay kay liay aap notepad open karain koi bhi text copy karain, phir aap yeh registry editing karain, phir text ko notepad mein copy karain, aap ko farq nazar aa jiay ga
Start > Run > regedit likh kar enter karain
yahan browse karain
HKEY_CURRENT_USER\Software\Microsoft\Notepad
Comment