Note: Registry mein kuch bhi edit karnay say pehlay agar aap Registry Backup kar lein to bohat acha rahay ga
Jab bhi aap kisi file ko rename ya create kartay hain to uss kay 2naam aap kay PC mein save hotay hain ak windows par jo aap ko nazar aa raha hota hai aur aik jo dos apnay liay banati hai, agar aap sirf windows par hi kaam saktay hain aur ms-dos istimaal nahi kartay to aap un ko delete kar keh apany PC ki speed ko barha saktay hain
Start > Run > regedit mein jaa kar yahan browse karain
aur NtfsDisable8dot3NameCreation par double click kar keh Hexadecimal value ko 1 kar dein
Jab bhi aap kisi file ko rename ya create kartay hain to uss kay 2naam aap kay PC mein save hotay hain ak windows par jo aap ko nazar aa raha hota hai aur aik jo dos apnay liay banati hai, agar aap sirf windows par hi kaam saktay hain aur ms-dos istimaal nahi kartay to aap un ko delete kar keh apany PC ki speed ko barha saktay hain
Start > Run > regedit mein jaa kar yahan browse karain
HKEY_LOCAL_MACHINE\System\CurrentControlSet\Contro l\FileSystem
Comment