Asalam-o-alikum dear friends,
Kuch din pehlay mein apnay aik assignment par kaam kar raha tha to aik shortcut key mil gie, socha aap doston say bhi share kar lon.
Iss ki madad say aap MS Word mein text ko upper-case(chotay letters say baray letters) mein convert kar saktay hain aur lower-case (baray letters say chotay letters) mein convert kar saktay hain.
Koi bhi text select karain phir aap Shift + F3 press karain, aap ka text baray letters mein show honay lagay ga

Comment