Asslamo Alikum
Agar aap ka system ko multiple users use kartey hain to us ki security ensure karna bara zaroori hay. Run ki history clear karne ki tip ke sath hazir hua hon jis se aap ki privacy kaafi hadh tak mehfooz rahey gi.
Go to Start/Run
Phir regedit type karein, Registry Editor khul jaye ga.
Registry main kuch bhi tabdeeli karne se pehle is ka backup lena na bhoolye ga. Jo ke File/Export per click karne se ho ga. Aap ki poori registry aik file main export ho jaye gi. Keunke beginners baaz oqat registry main ghalat editing kar dete hain jis se baad main windows main problems ho jati hain. Backup lene ke baad.
ab aap ne is path par jana hay.
HKEY_CURRENT_USER\Software\Microsoft\Windows\Curre ntVersion\Explorer\RunMRU
jab aap RunMRU per click karein gay to aap ki history samne aa jaye gi. Ab aap jis entry ko delete karna chahein us per right click karein aur delete kartey jain.
Reboot after that.

Comment