Jab aap Start > Shutdown/Turn off par click kartay hain to aap ko aik option nazar aata ho ga Hibernate ka, aaj iss baray mein thori info deta chalon.
Aap kay paas default mein Stand-by button aa raha ho ga Start > Shutdown mwnu mein, aap buss yeh karain jab aap Start par click karain phir aap Shutdown button par click karnay say pehlay Shift ki key press karain to Stand-by ka button Hibernate say replace ho jiay ga, Hibernate karta yeh hai keh aap nay agar kuch applications open ki hui hain aur aap computer ko Hibernate kar dein to jab aap PC dobara open kareingay to aap ki woh applications pehlay say hi open hoongi

Comment