Assalamo Alaikum friends...:salam:
Aam tor per hamare pas har icon ke liye aik alag nam hota hai.kissi bhi icone ko adjust karne ke liye aap sirf spaces de kar rename nahi kar sakte.yahan per main apko kissi icon ko bagher naam ke adjust karane ka tareeqa batata hoon:
1. aap ye tassali kar lain ke ap ka Num Lock on hai.
2. uss icon ko select karain jiss ko ap ne change karna ho.
3. selected icon per right click karain aor rename select/click karain.
4. "Alt Button" ko daba ke rakain aor yeh likhain apne keyboard se "0160"
5. aor iss ke baad Enter Key press karain.

Shukriya
Comment