Asalaamoalikum doston,
Yeh aik bohat achi tip hay jis ki madad say aap WindowsXP aur Windows 2000 ki HD(Hard Disk) ki speed teez kar saktay hain, to sab say pehlay aap Start>Run mein jian aur SYSEDIT.EXE likh kar ok karain
Ab System Configure Editor khulay ga iss mein 4windows hoongi (System.ini, Win.ini, Config.sys, aur Autoexec.bat)
Iss mein aap upper ki 3windows close kar dein to yeh window aa jiay gi, yeh System.ini ki window hay

Iss mein aap ko [386enh] nazar aa raha ho ga iss kay aagay jian aur enter press karain, aik blank line enter ho giay gi, uss mein yeh copy paste karain Irq14=4096 ab kuch iss tarah ki window ho gie ho gi
Upper File > Save par click karain, computer restart karain aur farq dekhain
Note: Yeh kafi sesitive tip hay lekin kafi useful hay issi liay kuch samajh na aaiay to pooch liay ga, apply nahi karyay gaa
Comment