Asalamaoalikum,
Ji to aaj mein aap ko website ka Shortcut banana sikhata hoon, iss say aap apni pasandeda sites ko baasani visit kar saktay hain
1) Desktop par right-click kar keh New>Shortcut mein jian
2) Yahaan par aap website ka pora addres type karain, jesay google kar liay " www.google.com " (yeh tip sirf www say start honay wali sites kay liay hay)
3) Ab aap iss shortcut ko Google ka name de dein
4) Bus ab aap ko agar kabhi google visit karni hay to iss Shortcut par click karain, website hazir

Comment