Windows98 mein yeh chota sa software tha jo aap kay folder ka background set kar sakta tha, WindowsXP mein bhi yeh software sahi work kar raha hay
1) Sab say pehlay aap dost yeh file C:\Windows\Systwm32 mein extract karain,
2) Ab Start>Run>Cmd likh kar enter karain
3) Yahaan agar aap C:\ drive mein moujood hain to theek warna cd... kar keh C:\ drive mein aaian
4) Phir C:\Windows\System32 location par pohanchain
5) yahaan par aap IESHWIZ <path:foldername> likh kar enter karain
Note: Agar aap ko D:\Yousuf folder ka background change karna hay to path:foldername ki gaja D:\Yousuf likhain
6) Aik windows open ho gi, yeh hay Customization windows yahaan par Change Background select karain aur koi bhi background set kar lein
7) Background remove kar nay keh liay Cutomiztion window mein say Remove Customination select karain
note: yeh tip bilkul sahi work kar rahi hay agar masala ho to poch liay ga

Comment