Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Stop Password Expiration

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Stop Password Expiration

    Asalaamoalikum,

    Agar aap kay computer mein WindowsXP hay aur iss mein password lega hua hay to aap ko yeh message kafi irritate karta ho ga "Your password will expire in 14 days", yeh iss liay kyoon keh Windows mein by defalult password 42days mein expire ho gata hay. Aaiay aaj iss limit ko khatam ker detay hain

    1.Sab sey pehlay Start > Run mein jian aur box mein yeh copy paste karain "control userpasswords2"
    2.Ab Advanced tab par click karain
    3.Yahaan Advanced button par click karian
    4.Aik window open ho gi iss mein Users par click kaarain
    5.Ab the right walay menu mein uss username par right-click kararain (jiss user ka aap ko password expiration khatam karna hay) aur properties mein jian
    6.Yahaan par General tab mein Password never expires to tick karain aur ok kar dein

    bus ab aap ko password change karnay ki koi zaroorat nahi hay



  • #2
    Re: Stop Password Expiration

    Bohat achi tip hay bhai - keep sharing :)
    Allah

    Comment

    Working...
    X