ASalaamoalikum,
Kabhi kabhi to autoplay ka option bohat faiday mand hota hay lekin kabhi kabhi tobohat irritating lagta, iss tip say aap autoplay disable kar saktay hain
Start > Run
yahan par gpedit.msc likh kar ok karian
Group policy ki window open ho ji, ab Administrative Templates par click karian aur System par click karain
Ab aap yahaan "Turn off Autoplay" dhoondain aur iss par double click karian
Ab "Enaled" radio button par click karain aur Turn off Autoplay mein All Drives select karian aur OK par click karian