Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

doston help me

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • doston help me

    A$$alaam o alikum doston kya haal hai mera aIk massla hai main yahoo use karta hoon aur kabhi kabhi koi room main aisa koi aa jata hai jo booting karta hai tou plz how i protect mY yahoo main ne yazak bhi use kiya hai ymlite aur bhi bohat client use kiye hain tou plz meri help karo koi plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz:(

  • #2
    Re: doston help me

    Allah ki kasam mujhe kuch nehi pata

    Comment


    • #3
      Re: doston help me

      Try Yahoo Bot Protecter
      تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
      تو لہریں شور مچاتی ہیں،
      لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


      ~Mujay Vote Dain~
      پاکستانی کا خواب

      Comment


      • #4
        Re: doston help me

        rana bhai is main kasam Layne wali kya baat hai ager nahi pata tou theek hai yahan koi aur dost nahi hai jis ko is baray main kuch pata hoon :embarasse koi tou ho ga yahan jo meri help karay ga plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz koi hal batao mujhay yeh mera pehla massla hai jo main ne pegham par pesh kiya hai

        Comment


        • #5
          Re: doston help me

          :roseAssalamuAlikum:rose

          Raja Jee kia ap ye batain gay kay ap chat room ki bat kar rahay hayn ya phir personal room ki. plz tell.
          :rose :alhamd: :rose
          Yeh Dunya hay yehan ik doosray kay kaam Ajao
          yehan kay baad to bas apna apna bojh uthana hay
          :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

          Comment


          • #6
            Re: doston help me

            main yahoo chat room ki baat kar raha hoon aur yeh personal room say kya morad hai

            Comment


            • #7
              Re: doston help me

              Personal room say murad ap ka room jis may ap ka pc ho or ap khud. khair ye may nay is liay poocha tha kay mujhay ap ka sawal nahee samhaj araha tha.kay ap ki problem kia hay.

              1. ab ap sab say pehlay kahaeen or jakar (yani jis pc par login hotay hayn us kay alawa ksi dosry PC say apni ID login karain or Password or Profile change karain. jab ap Password change karain to zara ziada letters ka password rakhyay.
              2. apnay PC par say Temp or Internet Temp File Delete kar dijiay or Yahoo Massanger ko remove kar kay dobara Download kar lijiay.

              Insha Allah ap ka masala hal hojay ga.
              Khush rahaye Hamesha.Amin
              :rose :alhamd: :rose
              Yeh Dunya hay yehan ik doosray kay kaam Ajao
              yehan kay baad to bas apna apna bojh uthana hay
              :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

              Comment

              Working...
              X