Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

messenger help

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • messenger help

    mujhe aik chez pata karni hai woh yeh ke jab b mai apne yahoo messenger se email k icon ko click karti hon tu woh directly mere inbox pe jane ki bajaye login page ko khol deta hai

    akhir aisa ku horha hai aur iska koi solution hai tu das dein thanx

    maine general mai aik option hai us ko check aur uncheck kar k dekha hai aik hi chez karha hai woh mere pas yani k login page hi kholta hai

    chalo aab is ka hal das dein agar kisi k pas hai tu:phool:

  • #2
    Re: messenger help

    maine kuch pocha tha :(

    Comment


    • #3
      Re: messenger help

      mery pass jab win98 thee to masla tha lakin winxp main nahi hay..

      Comment


      • #4
        Re: messenger help

        hmm par mere sath aab huwa hai :( shayad yahoo mai garbar hai koi

        mai 4 sal se ziada hogaye shayad use karhe hon Xp pehli bar nahi hai

        Comment


        • #5
          Re: messenger help

          aap yahoo ka new version instaal ker lain

          Comment


          • #6
            Re: messenger help

            new hi tu hai bhai mere :(

            Comment


            • #7
              Re: messenger help

              password enter karne ke baad wo aap se remember ka poochta hay to password remember kar dein phir nahi aaye ga :p
              Allah

              Comment


              • #8
                Re: messenger help

                acha chalein yeh b dekh leti hon kar ke :p

                Comment


                • #9
                  Re: messenger help

                  chalo dekh Lain pher

                  Comment


                  • #10
                    Re: messenger help

                    yaar aise nahi na :((

                    acha mera mozilla jo hai woh hai default browser

                    par pehle tu khul jate thee aab hi pata nahi kiya huwa hai :(

                    Comment


                    • #11
                      Re: messenger help

                      Originally posted by sheem
                      yaar aise nahi na :((

                      acha mera mozilla jo hai woh hai default browser

                      par pehle tu khul jate thee aab hi pata nahi kiya huwa hai :(
                      Hmmm sheem kya aap ki problem aisey to nahin solve ho gi...

                      Aap Yahoo Messanger on kijiye
                      Wahan per aik BUTTON ho ga email ka, us per click kerein
                      aik dialogue box aaey ga
                      ussey untick kar dijiye - next time you'll go direct to your mail in browser...
                      Attached Files
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #12
                        Re: messenger help

                        thank you bhai

                        par woh aise b nahi ata

                        i think new wale mai hi koi prob hai

                        anyways thanx :phool:

                        Comment

                        Working...
                        X