Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Corel Draw 11 error

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Corel Draw 11 error

    Assalam o Alaikum
    mere saath aik problum hae keh Corel Draw 11 meiN jab bhi kisi box, Likhhai ya shap ko ko Mirror ya resize karta hooN to us ki duplicate copy mirror ya resize ho jaati hae? same (wohi) shap ya likhhai bhi mojood rehti hae jis se problum hota hae, aur mujhe un ko baar baar delete karna parrta hae?
    Wassalam
    Ameen Asim

  • #2
    Re: Corel Draw 11 error

    walikumsalam Dear Ameen

    I want to know ke aap jab kisi bhi cheez ko mirror karty hain to kesy karty hain?

    Doosrra yeh ke lagta hay k aap khud copy bana rhy ho object ki?

    Can u post some snapshots of your problem?
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: Corel Draw 11 error

      Shukria Yaram bhai!

      aap k reply ka shukria, error ki aik pic bana kar attach kr raha hooN,,
      pehlay to coral meiN kaam kartay aisa nahiN hota tha,,,
      agar urdu ki likhaai inpage se corel 11 meiN laiN to barray saize ki hoti hae ,, agar khainch kr chhota karooN to theek, agar oopar resize command se resize karooN to us ki copy bn jaati hae,, aisa nahiN hona chahiyay.

      pls raah numaai farmaaiyay, aap ka dili mamnoon hooN ga.
      Wassalam
      Ameen Asim
      Attached Files

      Comment


      • #4
        Re: Corel Draw 11 error

        Yaram bhai pic attach hae pls rah numaai farmaaiyay

        Shukria
        Ameen Asim
        Attached Files

        Comment


        • #5
          Re: Corel Draw 11 error

          Ameen bhai, your attached image cannot be seen.. anyhow, main ne corel 11 install kia hay aap ke lye. wesy main x4 use karta hon corel version. lekan mujhy aisa koi bhi problem samny aaya , object resizing k hawaly se. maslan object mirroring, resizing,


          Try reinstallling and use x4 version.
          Last edited by Yaaram; 9 September 2011, 16:07.
          Allah

          Comment


          • #6
            Re: Corel Draw 11 error

            Yaram bhai!
            maiN ne aik pic wazaahat k liyay attach to ki hae,, abhi muje to nazar aa rahi hae.
            maloom nahiN aap ke computer per kiyoo'n nahin open ho rahe

            agar aap pic dekhh letay to shaid aap per miri baat ki wazaahat ho jaati

            Shukria

            Comment


            • #7
              Re: Corel Draw 11 error

              Press F8 immediately on starting DRAW or PHOTOPAINT to restore the factory defaults. then tell me
              Allah

              Comment

              Working...
              X