Dear Experts
Assalam-u-Alaikum WR WB!
Computer mein hard disk ko aam taur par 2 ya 3 hisson mein taqseem kar diya jata hay, Maslan ( C: ) ( E: ) ( F: ) etc...
Aap yeh farmaiye keh kia hum in ( E: ) aur ( F: ) hissay ko password laga saktay hain keh nahi agar laga saktay hain to kaisay...?
Agar nahi laga saktay to kia koi aisa hall hay keh jab koi guest user hamara pc use karay to wo in drives ko na open kar sakay...
Bohat Shukariya...
With Regards And Wishes...
M. A. Tahir

Comment