Aslam o Alaikum
Ummed kerti huhn ke aap technical experts meri rahnumai ker sakehn ge.
abhi mein ne laptop on kiya to yeh message mila:
"HP system IOS is being recovered"
chand minute lagge recover hone mein aur phir laptop band ho gya.thori dher baaad mein ne restart kiya.kher se aik adh message ke ilawa baaqi pehle ki trha normal he.
mein yeh puchna chahti huhn ke BIOS system kiya blaa he?
yeh jo message milla aur recover kia gya.....iss ki waja kiya he?
sabh theek to he na...ke koi problem he??
jesa ke iss thread sa zahir ho gya ho ga ke me technical bandi nahi huhn...iss liye agger yeh doosruhn ke nazdeeq aasani se samjh mein aa jane wali cheez he to phir bhi mujhe iss ki ABCD samjhaye!!!!!!
Jazakallah

Comment