Asslam-0-Alaikom
PG expert ki madad darkaar hai ...
mairay PC mein yeh problem aa rahi hai keh
1 . XP pw ka msg aata hai ...
PC mein 2 logs hain ...... ham apna naam likh kar enter ho jatay hain ... lakin us kay bad mazeed yeh problem aa jati hai .....
desktop per na koi icon hota hai .... na hi start menu open hota hai .... CTRL + ALT + DEL say main koi program open kar laiti thi .... lakin zahir hai yeh sahih tu nahin hai naaa..... aisay kaam nahin ho sakta .....
so plzzzzzzzzz bataiye main kia karoon..... installation kr wanay kay ba wajoud aisa ho jata hai ...... 2 martaba installation ho chuki hai aik week mein....:garmi:

Comment