Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Problem with unicode

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Problem with unicode

    Assalam-0-Alaikom
    umeed hai tamam experts khariyat say hongay....
    aik problem kay sath hazir hoon.
    main nay phonetic key board install kia hai....
    ab main urdu likhnay ki koshish kar rahi hoon... tu likh nahin pa rahi ... ms word mein font set kar kay likhti hoon.... aur likhtay hi font khud ba khud Time new roman ho jata hai.......alignment bhi right to left karti hoon...language bar say bhi language select kar laiti hoon.. is kay baqojoud......:(.
    plzzz solution bataien..... main nay pehlay bhi use kia tha... lakin aisa pehlay nahin ho raha tha...ab ho raha hai tu yaqeenan mein use karna bhol chuki hoon....:shyy:
    mujhay tareeqa bataien kaisay mein urdu likhon...baghir inpage kay aur kaisay photshop mein import kar sakoon...:help:
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

  • #2
    Re: Problem with unicode

    Originally posted by *Rida* View Post

    Walikum Salam... chiips

    Aap thora wait kerain....

    Me iss per aaj Tutorial lkh ker aap ko de deta hoon....

    Wo esa Tutorial ho ga jis me UNICODE k "Hamza" "NOON Gunnah" k Error bhi khatam ho jaeen gain...

    Comment

    • #3
      Re: Problem with unicode

      walikum salam

      Rida main ne kabhi unicode use nai kia..
      Allah

      Comment

      • #4
        Re: Problem with unicode

        Originally posted by Yaaram View Post
        walikum salam

        Rida main ne kabhi unicode use nai kia..
        urdu font use kiye hain tu usi kay baray mein bata dain.....:)
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment

        • #5
          Re: Problem with unicode

          Originally posted by kutkutariyaan View Post
          Walikum Salam... chiips

          Aap thora wait kerain....

          Me iss per aaj Tutorial lkh ker aap ko de deta hoon....

          Wo esa Tutorial ho ga jis me UNICODE k "Hamza" "NOON Gunnah" k Error bhi khatam ho jaeen gain...

          Ok waiting...:)
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment

          • #6
            Re: Problem with unicode

            Originally posted by *Rida* View Post
            urdu font use kiye hain tu usi kay baray mein bata dain.....
            Inpage tak mehdood raha hon buss, aur woh bhi ab bhool gaya hay.
            Allah

            Comment

            • #7
              Re: Problem with unicode

              ap ne windows mein urdu sahi tarah se install tu ki hai na ?

              Comment

              • #8
                Re: Problem with unicode

                Originally posted by *Adnan* View Post
                ap ne windows mein urdu sahi tarah se install tu ki hai na ?
                urdu ka tu option hota nahin hai is liye pehlay albanian rakh lia option phir turkish kia... lakin donoon say hi kuch faida nahin howa... haan aik ghalti hoi hai .. windows ki CD nahin thi tu is liye CD walay option ko cancle kar diyaa tha....372-shock
                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment

                Working...
                X