Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Slow Speed

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Slow Speed

    Assalam-0-Alaikom

    me ki problem solve kar dain plzzzz....
    mairay PC ki speed kafi din say buht slow ho gai hai ....
    agar downloading k waqt aisa ho tu aur baat hai ....lakin browser aur aik software (not graphics related ) hi ho tab bhi PC hang bhi ho jata hai thora wait karnay k bad sahih hota..... hai aur speed buht kharab....:~:
    main kiaa karoooonnnnn
    Last edited by *Rida*; 1 October 2009, 11:01.
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

  • #2
    Re: Slow Speed

    new windows karo theek ho jayeen ga,meri nazar may iss ka koi hal nahe

    Comment


    • #3
      Re: Slow Speed

      Walaikum asalam,

      yeh amoman uss waqt hota hai jab aap ke PC mein virus maujood ho, aap aesa karo apni PC ka full scan karwa lo, aur aap AV(anti-virus) kon sa use kar rahi hain???

      lekin uss se pehle aap yeh bhi try kr sakti ho, maybe masla hal ho jiay

      Aap aik acha se degrag program se apna PC defrag karwa lo. Iss ke liay aap Auslogics Disk Defrag use kr lo

      Uss ke baad aap SpeedUpMyPC se bhi apna PC scan aur clean karwa lo
      Last edited by pakgates; 1 October 2009, 14:17.


      Comment


      • #4
        Re: Slow Speed

        walikum salam


        har shaks ki apni raye hoti hay lekan yahan main apna experience share karoN ga. PC ke slow honay ka masla most users ke sath hota hay. jab kabhi mere sath aisa hua to main ne just 2 softwares ki madad se issay defend kya hay aur apney PC ki health in se maintain ki hay.

        is maslay ki 2 main wajah hain . aik to jese pakgates ne kaha ke Virus ka masla. aur doosra 90% aap ke system ke masayel registry ki wajah se hotey hain.

        Antivirus to main Nod32 shuru se use karta aaya hon aur mujhey kabhi is ne shiakayt ka moqa nai dya. haN main issay update laazmi karta hon. tabhi yeh antiviruses effective hotey hian. uss ke ilawa Registry ko theek karnay k lye main UniBlue ka Registry Booster use karta hon.

        Yeh donoN aap ko Pegham per search kar ke mil saktey hain keunke yeh already Pegham per UPLOADED hain.

        Yousuf bhai ne jo software aap se share kya hay UniBlue ka SpeedUpMyPC yeh bhi aap sath download karein. yeh 3noN software use kareiN.. aap ka system kabhi slow nai ho ga. inshALLAH.
        Allah

        Comment


        • #5
          Re: Slow Speed

          mairay passs symentec install hai....
          aap ki suggestions ka shukriyaa... main zurror follow karon gi...:D:
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment


          • #6
            Re: Slow Speed

            Rida aap 2 kaam karo, Sab say pehly to apna Antivirus change kro. Main ney Norton Internet security 2009 Use kia hai it is The Best i can say that.

            2nd jis drive mein aap ki Window install hai us py right click kar k Properties mein jain or sab say Pehly Disk Clean up kar dian(sari options ko check kr dijye ga). Us k baad apni us drive ko Defragment kar dain. PC theek ho jai ga. Q k jab drive pay Load hota hai to PC slow ho jata hai. or try kren k jo bhi aap software install kren us k liye aik alag say drive bna lain. Sb softwares us mein install kia karen

            Comment


            • #7
              Re: Slow Speed

              OK ,...thanks.....:)
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment


              • #8
                Re: Slow Speed

                Welcome

                Comment


                • #9
                  Re: Slow Speed

                  Originally posted by *Rida* View Post
                  mairay passs symentec install hai....
                  aap ki suggestions ka shukriyaa... main zurror follow karon gi...:D:
                  not a very good AV, aap Avira ya Kaspersky kr lein


                  Comment

                  Working...
                  X