help me yar....mere system main windows xp karnay k bad har roz wo 10mb space kam kar jata he C drive ki.yahan tak k low space ki option ana shuroo ho jati he.meray system ki partiton NTFS he.koi hal nikalo yar windows karne main waqat ka zia hota he...:jazak:
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
koi hamari b sunoo....
Collapse
X
-
Re: koi hamari b sunoo....
ap nay shaid nod32 install kya hoa hay .ap run main likhain temp aur inter ker dain .ab jo b files aain un ko del ker dain esai tereh pher run main likhain "prefetch" aur sb files ko del ker dain.
drive c ki property lain disk cleanup per click kerain new window main sb tags per yes kerain aur more option per click kerain ab 3 options aain gay sb se nichay waly cleanup per click kerain aur ok ker dain pher ok aur pher yes. aur pher ok ker k window khetam ker dain.
ab drive c open kerain aur dekhain k my document ya windows kis nay jega zyada li hoi hay jehan normal se zyada ho us ko open ker k pher chek kerain k kis folder main data zyada ho gya hay. is tereh mutluba folder tak jain aur batain k kon sa folder hay aur us main kya hay?
http://www.pegham.com/tips-tricks/41152-free-space.htmlLast edited by naveed iqbal; 12 June 2009, 09:50.
Comment
-
Re: koi hamari b sunoo....
salam, app naya system lailo aur usmai ziyada space rahti.... ajkal purana nahi chalra bhai sahab .... ya koi computer experts ku dekhaou...
thik hai ... :thmbup:
Originally posted by M.Qaiser Shahzad View Posthelp me yar....mere system main windows xp karnay k bad har roz wo 10mb space kam kar jata he C drive ki.yahan tak k low space ki option ana shuroo ho jati he.meray system ki partiton NTFS he.koi hal nikalo yar windows karne main waqat ka zia hota he...:jazak:
Comment
Comment