Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Error

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Error

    Asalam.o.ALaikum


    PC main "error loading operting system" likha araha hia :-s
    kaise remove hoga :-?
    agar window instal hojaye tu sahi hojaye ga kiya ?

    yeh mere nahi sheem ke system main hua hia
    mjhe isko batana hia .......

    plz help

    ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
    tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

  • #2
    Re: Error

    Originally posted by naz View Post
    PC main "error loading operting system" likha araha hia :-s
    kaise remove hoga :-?
    agar window instal hojaye tu sahi hojaye ga kiya ?
    Wa salaam

    Aapan aap sheemo sey kahein keh apney computer ko reboot karey aur F8 dabaey rakhey. Is sey system ussey aik booting option dey ga. Us mein sey LAST KNOWN CONFIGURATION WHERE SYSTEM WORKED-jaisa message aaey, ussey choose kar lein....

    Agar yeh kaam na karey aur woh FAIL SAFE MOOD mein ja sakti ho to wahan sey SYSTEM RECOVER KAR LEY....

    Agar yeh bhi kaam na dey to XP ki CD per boot karein aur jab NEW INSTALLATION ka option aaey to wahan sey R dbaey R sey REPAIR. Jab computer DOS mein aaey to checkdsk /f ka command dein

    Agar yeh bhi kaam na dey to ussey kahein keh kaan pakarr ley aur computer use karney sey tauba kar lein 372-haha

    Bilkul last option hai re-install ka :p
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Error

      acha main ise kehti hon /hehe

      ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
      tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

      Comment


      • #4
        Re: Error

        kuch b nahi huwa lala mujhe win hi install karni pari new :(

        woh safemood tak aa hi nahi rha tha kholo hi tu yeh error ajata tha bus BIOS khul rhe thi wahan se b boot karwao agar h/d tu yehi error :-s

        Comment


        • #5
          Re: Error

          Originally posted by sheem View Post
          kuch b nahi huwa lala mujhe win hi install karni pari new :(

          woh safemood tak aa hi nahi rha tha kholo hi tu yeh error ajata tha bus BIOS khul rhe thi wahan se b boot karwao agar h/d tu yehi error :-s

          laley ki jaan tum ney woh option to use hi nahin kiya ho ga: PACK YOUR COMPUTER AND SEND IT BACK TO THE COMPANY WHERE YOU BOUGHT IT FROM aur phir tauba kar lo 372-haha
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: Error

            read this

            Code:
            http://www.computerhope.com/issues/ch000730.htm


            Comment

            Working...
            X