Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

movie camera

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • movie camera

    Meri friend ke pass Sony ka digital movie camera hai, jis mai mini cassettes daali jaati hai. Wo apni saari cassettes ko Computer mai daal ker DVD ya VCD mai burn kerna chahti hai.

    Uskai liey kiya tareeka hai, aur kiya usko koi software bih chahiye hogi?

    thanks
    Last edited by Khala@Saleema; 5 January 2009, 18:23.

  • #2
    Re: movie camera

    is kay liyah app ko sab say phalay aik Video card kheridna paray ga. yah app kay Graphic card main S-Video input ho to Camera us say S-Video cable say cvonnect karay otherwise app Video card kherday aur apnay computer main lagay aur us say Apnay Camera ko connect karay aur V-Card kay saat app ko free software bhi mil jay ga. so apnay cassettes chalay aur save karlay aur phir burn Software say DVD burn karay. DVD brunner hona bhi zarori hain............................
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment

    • #3
      Re: movie camera

      Originally posted by D@y W@lk3r View Post

      :thmbup: work bhai nay kafi asamjha dia hai, iss mein thori si addition karta chalon, aap ko DVD/CD write karnay kay liay DVD/CD writer darkar hota hai, jab aap yeh khardeingi to iss kay sath software aaiay ga DVD/CD burn karnay kay liay, issay use karain

      Comment

      • #4

        VIELEN DANK:D:
        thanks for information. Lekin abih tak mujhe thori samjh nahi aiy...

        Video card ko kaisie computer mai lagana hai, i mean kiya Video Card "compact card" ki tarah hai 372-scare

        thanks

        Comment

        • #5
          Re: movie camera

          Originally posted by itfreak View Post
          :thmbup: work bhai nay kafi asamjha dia hai, iss mein thori si addition karta chalon, aap ko DVD/CD write karnay kay liay DVD/CD writer darkar hota hai, jab aap yeh khardeingi to iss kay sath software aaiay ga DVD/CD burn karnay kay liay, issay use karain

          thanks for information. Waise computer mai ager DVD burner pehle se majood ho, to kiya aisey hi hojaye ga? 372-scare

          Comment

          • #6
            Re: movie camera

            Originally posted by Khala@Saleema View Post
            VIELEN DANK:D:
            thanks for information. Lekin abih tak mujhe thori samjh nahi aiy...

            Video card ko kaisie computer mai lagana hai, i mean kiya Video Card "compact card" ki tarah hai 372-scare

            thanks
            Welcome, Video Card PCI slot main
            Last edited by D@y W@lk3r; 3 June 2009, 15:53.

            Working...
            X