Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

LAPTOP Problem

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • LAPTOP Problem

    Mere paas Dell ka Laptop hai

    Processor: AMD Turion(tm) 64x2 Mobile Technology TL-56 1.80 Ghz
    Memory: 1GB

    Processor 1.80 ko agar 2 se multiply kar diya jaye to isski actual speed double hokar 3.60 Ghz. Main Win XP use kar raha hon magar Sound Card install nahi horaha or sath mein Wireless Network bhi nahi detect ho paraha.

    Agar Windows Vista use kar raha hon to sab kuch theek hai magar issme bhi 2 problems hain. Aik USB Webcam ka driver install honeke bawjood yeh kaam nahi kar raha jabke Win XP mein driver ke beghair hee ye kaam karna shuroo kar deta hai or doosra masla wohi Wireless Network ka hai mein issko install nahi kar paraha.

    Ab aap mujhe isska solution batain jabke shuroo main sab kuch chal raha tha.

  • #2
    Re: LAPTOP Problem

    Originally posted by shehzad_umar View Post

    app asia karay apnay Bios ko update karay........ aur rahi baat kay Vista main Webcame nahi chal raha to app webcame ki site say new driver download karlay.............................Wlan ko kiya install karna hain . APP Wlan kay VIsta Driver ko install karay. App Start ->Computer par right click karay aur properties main jaker device manager main jay aur Wlan kay driver ko install karlay
    Last edited by D@y W@lk3r; 21 January 2009, 18:36.
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment

    Working...
    X