Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

help

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • help

    Asalam.o.Alaikum


    Image ko transparent kaise karte hain ?

    ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
    tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

  • #2
    Re: help

    Walaikum asalam

    PS(photoshop) mein koi bhi image open karain, aur layer palette mein say Opacity ko 100% say kam kar dein, aap ka image transparent ho giay ga

    Last edited by pakgates; 5 September 2008, 20:16.


    Comment


    • #3
      Re: help

      nahi horaha :-s

      yeh image hai isko karna hai :-s
      Attached Files

      ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
      tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

      Comment


      • #4
        Re: help

        kia matlab nahi ho raha kia error de raha hay kia??


        Comment


        • #5
          Re: help

          kya transparent ker k koi aur background legana hay
          is tereh kay image ko to bahut aasani se transparent kya ja sakta hay
          transparent kernay ka aasantereen software hay image styler
          is k elawa ap is thread se help lay sakti ho
          http://www.pegham.com/showthread.php?t=38090

          Comment


          • #6
            Re: help

            aap iss image ko new layer par copy paste karain aur phir opacity ko kam karain


            Comment


            • #7
              Re: help

              Originally posted by naveed iqbal View Post
              kya transparent ker k koi aur background legana hay
              is tereh kay image ko to bahut aasani se transparent kya ja sakta hay
              transparent kernay ka aasantereen software hay image styler
              is k elawa ap is thread se help lay sakti ho
              http://www.pegham.com/showthread.php?t=38090

              :thmbup:

              Comment


              • #8
                Re: help

                naz mein ap ko aik simple tareeqa batata hoon kisi image ke background ko transparent kaise kia jata hai

                1. Adobe Photoishop ke Tool baar mein se yea Tool Select karein


                2. Tool Select karne ke baad, image ke background pe mouse se click karein... Inshallah Background Transparent ho jaye ga.


                Agar samjh na aaye tu poch lena
                aur duaoon mein yaad Rakhna
                Allah Hafiz

                Comment

                Working...
                X