Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

error

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: error

    aik baat mujhay bhi bata dain......
    mairay pass indows ki welcome screen per kabhi kabhar error aata hai.....
    abhi sahih say yaad nahin lakin hota
    could not find disk in drive / drive in disk aur aagay kuch......is ka kia matlab hai...retry kay option per kai martaba click karnay say windows start hojati hain
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment


    • #17
      Re: error

      welcome screen per ksi qisam ka error aanay ka mutlab hay ap ki window ki file miss ye change ho gai hay
      is ki do wejuhat ho sakti hain
      virus ki weja se
      khud apni ksi ghalti se window ki koi file del ho jae
      behter hota hay keh window change ker li jae laken us se pehlay pc ko scan ker liya jae
      werna dekhna hota hay keh kon si file change hoi hay usay manually replace kya ja sakta hay
      ap ok ker dain window open ho jae gi

      Comment


      • #18
        Re: error

        Shummu aap ka masla hal huwa?
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #19
          Re: error

          nahi jee abhi tak nahi..wahi error script wala aa raha hai :( koshish bahut kar rhai hoon ke masla hal ho jaaye.

          Comment


          • #20
            Re: error

            Originally posted by shummu View Post
            nahi jee abhi tak nahi..wahi error script wala aa raha hai :( koshish bahut kar rhai hoon ke masla hal ho jaaye.
            sub se akhiri hal...windows hi format kur lein...aadha ghanta to lugta he..:hehe:

            Comment


            • #21
              Re: error

              Originally posted by naveed iqbal View Post
              welcome screen per ksi qisam ka error aanay ka mutlab hay ap ki window ki file miss ye change ho gai hay
              is ki do wejuhat ho sakti hain
              virus ki weja se
              khud apni ksi ghalti se window ki koi file del ho jae
              behter hota hay keh window change ker li jae laken us se pehlay pc ko scan ker liya jae
              werna dekhna hota hay keh kon si file change hoi hay usay manually replace kya ja sakta hay
              ap ok ker dain window open ho jae gi

              thanks
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment


              • #22
                Re: error

                aap Apni Window ki cd dalein aur start main Run main ye Type karin sfc /scannow

                likh ker Enter ker dein ye command aap ke windows ke sab Cruppt file ko restore ker dey ge

                Comment


                • #23
                  Re: error

                  mere saath masla ye ho gaya hai ke jo windows ki cd mili thi laptop ke saath...woh to hai magar uski key ghum ho gayi hai jiski wajah se cd kaam nahi kar rahi...:(

                  Comment


                  • #24
                    Re: error

                    shummu ji aap windows ka version bata dein, key aap ko PM kar doonga


                    Comment


                    • #25
                      Re: error

                      ok designer jee...ye version hai

                      Microsoft Windows XP Home Edition SP 2

                      waiting for ur PM. Thanx...



                      BTw,mere bhai ne aaj mera woh script wala masla solve kar diya hai..so ab woh error aa nahi raha,,,,mujhe pata nahi how he did it..but ab sahi ho gaya hai.

                      Comment


                      • #26
                        Re: error

                        Originally posted by shummu View Post
                        ok designer jee...ye version hai

                        Microsoft Windows XP Home Edition SP 2

                        waiting for ur PM. Thanx...



                        BTw,mere bhai ne aaj mera woh script wala masla solve kar diya hai..so ab woh error aa nahi raha,,,,mujhe pata nahi how he did it..but ab sahi ho gaya hai.
                        chalein good aap ka masla hal ho gia, key aap ko PM kar di hay


                        Comment

                        Working...
                        X