meri USB main ek dost ke computer ki waja se virus aa giya hai iss ka naam hai" win32.win.TSworm
aur main ne isss ko nod32 aur phir kaspersky (both updated) se scan kiya hai lekin woh iss ko delete kar dete hain .
lekin uss ke baad usb main phir woh virus aa jata hai aur yeh ek aisa virus hai jis se auto backup active hai aur virus ka backup ban jata hai.
aur iss se mera computer bi infected hai jo scan karne par autotun.inf show kar raha tha. aur phir main ne iss ko folder option main ja kar viewhidden files aur hide system protected files option ko uncheck kar ke sahi karne ki koshish ki hai, lekin ab yeh option bi dobara default position par nahi ja raha.
kissi expert bhai se help ki request hai.

Comment